Re-session Economic Data
Dear Friends, Economic Year ka jab bhi end hots Hy to us Kay baad salana re-session economic data confirm Kia jata Hy aur tamam values ko econimic calender Kay mutabik re-adjust Kia jata Hy Jo har trader ko Pata hona chahiye aur uske affected by Hame Pata hona chahiye kitne effect Karta Hai market par kiske saath saath Agar Hum technical analysis kovac karte hain Jiske Liye regular marketvwatch karna parta hai graph chart creates karne padte hai ye Chahat Se Main Market Mein direction provide Karte Hain Pyaar hum nahi aata Kaise kam karna Hamare regular income yahan se kaise increase ho sakti hai Mari working after long time ke liye movement honi chahiye econimics calender dekh sakty hai waha se ap ko ye pata chal jata hai k kon si news aa rahe hai aor kis time aa rahe hai
News Trading
Agr ap ne news par hi sirf kaam karna hai to kuch sites hai jo ap ko notification send kar deti hai jab koi bari news aany wali ho ais liay agar ap wo aleart active kar dety hai to ais se ap ki koi news miss ni ho gi aor jaha tak baat hai achy calender ki to dear sab aik hi jaisy hai sab par ap ko aik hi jaisi info milti hai aor sab sites par aik hi calender aa raha hota hai ye ap ne khud andaza lagana hota hai k ab news kaisi aati hai aor ap ne aus par kaisy trade lagani hai aor news k time par apne kitna risk lena hai forex related websites par nazar aata hai aur kise bhe site say aap follow lar sakty hain. Ess kay elaawa aaj kal bht see applications aa gai hain jo aapko important news aur economic activities kay baary main notify karti hain. To agar aap bhooly bhe huy hon to ess ke wajha say aap daily notifications hasil karty hain aur apko reminder ho jata hai. Lehaza main apko latest door ki new application use karny ka mashwra dun ga.
Under Development Countries
Jab koi mulk tarraqi ker raha hota hai to wo mulk apnay reserves hamesha gold say barhata hai kiyu kay gold kabhi zaya na honay wala metal hai. Agar currencey notes jama kiye jaey to wo zaya ho saktay hain magar gold kabhi zaya nahi ho sakta hai jjab big developing countries gold buy kern shuru kertay hain to gold ki demand ziada honay ki wajah say buy ki market bohat up chali jaati hai.