Trading stratigy with Slow and Dull market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading stratigy with Slow and Dull market
    Forex trading ki market Mein kam karte waqt data members ko different types ki situation ko understand karna Hota Hai aur UN situation ko understand karne ke bad unko follow karte hue hi Apna Kam start karna hota hai market ki dull aur slow position ko samajhna Tamam traders a ke liye bahut jyada profitable hota hai market main Kam Karne Wale Jo members in position ko acche tarike se confirm kar lete hain aur ke jariye Se Apna Kam chat karte hain to vah members market Mein acchi success Hasil kar lete hain

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	34.9 کلوبائٹ
ID:	12499860

    Slow market

    Market traders ko buy or sell karne ke liye market ki slow position ko acche tarike se study kar lena chahie market Jab slow movement kar rahi ho to use Waqt traders ko bahut jyada careful Rahana chahie ward running karte waqt jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie balke market ki Chalo movement ko acche tarike se confirm karna chahie Agarwal slow movement aapke liye best signals provide karti hai to Surat Mein Hi aapko is movement Mein Apni trade open Karni chahie use Waqt aap ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin Agar yah slow movement bahut jyada slow hoti hai to use Waqt traders ko kabhi bhi market Mein Apni trade open Nahin Karni chahie Kyunki use Waqt Nahin market Mein nuksan Ka Samna karna pad sakta hai

    Dull market

    Dull market Ek bahut hi little activity hoti hai Dull market Mein low trading volume se maujud Hote Hain aur bahut hi tight daily treading Rangers bhi available Hote Hain Jinke jhariya se traitors ke liye Dull market ko confirm karna easy ho jata hai Dull market Ki Surat Mein traders market Mein short term trading start kar sakte hain is dal market name lo trading activity hoti hai aur Iske alava is Mein Sambhal price changing bhi Hote Hain Dal market aapko uptrend aur Breakout movement ko confirm karne mein bahut jyada help karte hain Kesariya se aap In Tamam Movement ko acche tarike se identify kar sakte hain buyers or sellers market Mein is dal position Mein Apni trading start Karke market Se Achcha profit gain kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12499861

    Scalping Strategies :

    Dear agar aap market Mein scalping strategy ko properly study Karte Hain To Aisi situation main aap market mein bahut jyada lot size ki selection lagakar market ke Kuchh PIP apni favour Mein hone par market se exit ho sakte hain aur Apna maximum profit Hasil kar sakte hain Jab market ki movement bahut jyada slow Hoti Hai To Aisi situation market 2 different ranges Mein Apni movement complete kar rahi hoti hai aisi situation main aap highest se lowest point per in taroka aur lowest point se highest point per inter hokar profit Hasil kar sakte hain.

    Hedging Strategy :

    Forex trading market Mein Jab aap hedging strategy ko properly study Karte Hain To ismein Agar aapko market ka trend confirm Nahin Hota To aap market Mein inter ho sakte hain aur same time per donon Lot open kar sakte hain aur ek lot ko profit Mein close Karke dusri Lot ka reversal Aane Tak Intezar karte hain Aisi situation main bhi aapko bahut hi Achcha profit ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	41.8 کلوبائٹ
ID:	12499862

اب آن لائن

avatar ajc
Working...
X