Income and Wages economic indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Income and Wages economic indicator
    Income and Wages economic indicator

    Dear Friends Income and Wages aik economic lagging indicator Hy Jo Forex me basically country ki currency strength ko directly effect krta Hy jis me agar dakha jay to ye aik news bhi Hoti hy jis ki report every year December me release Hoti hy jis sy currencies ki strength loose ya gain is andaza hota Hy

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T104321.728.png
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12499697

    Role of economy in Income & Wages

    Jab economy smoothly aur proper functioning kr rahi Hoti hy to Income and wages me automatically increase hota hy jis sy country ki currency rates strengthen hoty hen lekin jab average cost of living sy down economy hoti hy to currencies rates may change hota Hy aur weak Hoti hy currency.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T104240.961.jpeg
Views:	1
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12499698

    Effect on Currency

    Income and Wages me kafi sari cheezn Hoti hen Jo currencies par direct effect krti hen Jin me rate of employment rate of wages aur education aur is ki authencity par depend krta Hy

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T104254.270.png
Views:	1
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12499699

    Economic Indicator

    Income or wages economic indicator kisi country ki currency ki strength or weakness ko depict karty hain. Ye particulae country ka gdp growth rate, inflation rate, per captial income, employment rate ko deeply observe karty hain hain. Ye country ki imports or experts k darmeyan k difference sy b ye andaza lagaty hain k country ki economic growth positive hai ya negative hai. Es halat ma trader ko es indicator ki study sy pata chal jata hai k future ma es country ki currency kis side pae jae gi. So trader es base par trades ko manage karta hai or es ko apny profit k lae use kiya jata hai. But trader ko tb he es indicator ka benefit hota hai jb wo en indicator sy hasil hony waly results ka track rakhy or enk results ko market ma measure kary tb he trader ko acha profit hasil ho sakta hai. Jo trader indicator ki help ni leta wo kamyab ni ho sakta but blindly trader ko indicator k signal follow karna bhot mushkil ma dal deta hai. Agr trader ny indicator k signal ko use karna he hai to hamesa small lot sy trade karny ko prefer karna chahe. .

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-26T104307.983.jpeg
Views:	2
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12499700

    Effect on Currency

    Har Currency par kam karty huey aap ko market ki movement ko dekhny aur predict karny ky liye aap ko market ka Fundamental analysis bhi karna parta hai. Aur fundamental analysis mein aap ko market mrin economic news ki information lemi parti hain. Is trha har Country ki traf se economic news ati hain jo ky Specific market mein changing lati hain. Aur market ky price values mein difference lany mein role play karit hain.

    Click image for larger version

Name:	3_12_2020_COD_wages_1.png
Views:	2
Size:	80.5 کلوبائٹ
ID:	12499701

    NFP involvement

    NFP news report jo ky Finance Beauro ki traf se di jati hain aur puri country ki wages aur income ky bary mein report di jati hai.​Is report ky mutabiq aap market mein Us currency ki strength aur weakness ky bary mein jan skty hain. Is trha us currency kay pairs mein changes ko dekha ja skta hai. Aur is trha market ki prediction mein aap in reports ki information le skty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Income and Wages economic indicator

    Assalam u alikum dear forex forum kaisay hai ap sb umeed karta hn ap sab khairiat say hn gay or ap forex business bhe acha ja raha ho ga. Forex trading ail world wide business hai.

    Income and Wages economic indicator

    Job say hasil honay wali individual earning par Income and Wages Reports (IWRs) economic indicators hai, jo hr waqt kay doran individuals ya entities ke earnings ko show karta hai. Zaida tar IWRs income ke reports examine kartay hai or companies ke operating income ya national economy main price ke stability say us kay relation ka examine laitay hai.

    What is income and wages?

    Wage wo price hai jo monthly, weekly, tri-weekly, daily ya houly kay hisaab say pay ke jati hai. har kam kay liye wage fixed hai or waqt kay sath is main increase ho sakta hai. Income tamam known sources say include ke janay wali price hai jis main wages, gifts, interest, bonuses and dividends shamil hai.

    What is a wage in economics?

    Wo price jo kam ya services kay liye paid ke jati hai, jaisa kay hour, day, or week kay hisaab say. Zinda wage, minimum wage ka compare na karay. Aam tor par Wage economics, products of industry ka his jo labor ko is kay kam kay liye milta hai (as distinct from the share going to capital).

    What are the 5 types of wages?

    5 Wage Types and How They Affect Your Employees

    1. Minimum Wage. Minimum wage is the most widely recognized term in the realm of employee compensation.
    2. Living Wage. Living wage is the lowest wage at which the wage earner and his/her family can afford the most basic costs of living.
    3. Prevailing Wage.
    4. Tipped Wage.
    5. Fair Wage.
    • #3 Collapse

      Re: Income and Wages economic indicator

      Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khagriya se hun aur ummid karta hun kya abhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj mein aapko main Pakistan frustrated ke ek bahut hi important topic ke bare mein bataunga jiska topic ine for jiska topic income hai aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge mein jarur ittafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acchi trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain
      • #4 Collapse

        INCOME AND WAGES ECONOMIC INDICATOR IN FOREX TRADING Aamdani aur Mazduri Ki definition Kiya Hai - Aamdani aur mazduri iqtisadi definition forex trading mein istemal hoti hai. Isse mulk ki aamdani aur mazduri ke baray mein maloomat milti hai.Aamdani aur Mazduri Ki Ahmiyat Yeh dalil traders ko mulk ki iqtisadi halat ka andaza dene mein madadgar hoti hai. Agar aamdani aur mazduri barh rahi hai, toh isse mulk ki mazbooti ka ishara ho sakta hai.Forex Market Mein Asar Aamdani aur mazduri iqtisadi dalilat forex market mein asar daalti hai. Agar aamdani aur mazduri tezi se barh rahi hain, toh mulk ki mudra (budget) mein izafa ho sakta hai.Traders aamdani aur mazduri ki dalilat ka istemal karke future ki trend ko nishandahi kar sakte hain aur trading decisions par asar daal sakte hain. ECONOMIC CALENDAR KA USED Forex traders economic calendar ka istemal karke aamdani aur mazduri ki taaza maloomat hasil karte hain. Isse unko trading strategies banane mein madad milti hai.Aamdani aur mazduri ki dalilat ke tabdeel hone par, forex market mein risk aur volatility bhi barh sakti hai. Traders ko is par tawajjo deni chahiye.Aamdani aur mazduri iqtisadi dalilat global iqtisadiyat par asar daalti hai. Traders ko yeh maloom hona chahiye ke dusre mulkon ki dalilat bhi kaise asar daal sakti hai.Traders aamdani aur mazduri ki dalilat ke saath doosri iqtisadi dalilat bhi dekhte hain, jaise ke GDP, bijli aur gas ki istemal, aur rozgar ke taaza shanakht. Yeh dalilat forex trading mein aik ahmiyat seyasi asar rakhti hai. Isse traders mulk ki iqtisadi halat ko samajh kar apni trading strategies bana sakte hain. Lekin yaad rahe ke forex trading mein risk lena chahiye.
        • #5 Collapse

          Introduction: Asalam o Alikum Dosto Umeed Krta Hun Kah ap Sub Khariyat Sy Hun Gy Aj hum jis topic pr Baat Krny Ka rhy Hain Woh Hy wedges economics gy AJ hum es topic Ko samjhy gy or es Ke Bary me details Sy Discuss Kry Gy Define Income and wedges economics: Piyary Dosto Forex me Income and Wages aik economic lagging indicator Hy Jo Forex me basically country ki currency strength ko directly effect krta Hy jis me agar dakha jay to ye aik news bhi Hoti hy jis ki report every year December me release Hoti hy jis sy currencies ki strength loose ya gain is andaza hota Hy Role of iconomic and income Indicator: Dear friends Jab economy smoothly aur proper functioning kr rahi Hoti hy to Income and wages me automatically increase hota hy jis sy country ki currency rates strengthen hoty hen lekin jab average cost of living sy down economy hoti hy to currencies rates may change hota Hy aur weak Hoti hy currency Effect of currency: Dear friends Income and Wages me kafi sari Chezein Hoti hen Jo currencies par direct effect krti hen Jin me rate of employment rate of wages aur education aur is ki authenticity par depend krta Hy Define Economic Indicator: Dear Forex member Income or wages economic indicator kisi country ki currency ki strength or weakness ko depict karty hain Ye particularly country ka gdp growth rate inflation rate per capital income employment rate ko deeply observe karty hain hain Ye country ki imports or experts k darmiyan k difference sy b ye andaza lagaty hain k country ki economic growth positive hai ya negative hai Es halat ma trader ko es indicator ki study sy pata chal jata hai k future ma es country ki currency kis side pae jae gi So trader es base par trades ko manage karta hai or es ko apny profit k lae use kiya jata hai But trader ko tb he es indicator ka benefit hota hai jab Woh en indicator sy hasil hony waly results ka track rakhy or enk results ko market ma measure kary tb he trader ko acha profit hasil ho sakta hai Jo trader indicator ki help ni leta Woh kamyab ni ho sakta but blindly trader ko indicator k signal follow karna bhot mushkil ma dal deta hai. Agr trader ny indicator k signal ko use karna he hai to hamesha small lot sy trade karny ko prefer karna chahiye Dear friends Har Currency par kam karty huey aap ko market ki movement ko dekhny aur predict karny kaliye aap ko market ka Fundamental analysis bhi karna parta hai Aur fundamental analysis mein aap ko market mrin economic news ki information lemi parti hain Is trh har Country ki traf se economic news ati hain jo ke Specific market mein changing lati hain Aur market ke price values mein difference lany mein role play karit Hain Define NFP department: Dear friends NFP news report jo ke Finance Beauro ki traf se di jati hain aur puri country ki wages aur income ke bary mein report di jati hai ​Is report ke mutabiq aap market mein Us currency ki strength aur weakness Ke bary mein jan skty hain Is trh us currency kay pairs mein changes ko dekha ja sakta hai
          • #6 Collapse

            UNDERSTANDING OF POST: Aoa omeed hy ap sab khariyat sy hoon gy Forex tradings Marketing main Incomes or wages economic indicator kisi country ki currency ki strength or weakness ko depict karty hain. Ye particulae country ka gdp growth rate, inflation rate, per captial income, employment rate ko deeply observe karty hain hain. Ye country ki imports or experts k darmeyan k difference sy b ye andaza lagaty hain k country ki economic growth positive hai ya negative hai. Es halat ma trader ko es indicator ki study sy pata chal jata hai k future ma es country ki currency kis side pae jae gi. So trader es base par trades ko manage karta hai or es ko apny profit k lae use kiya jata hai. But trader ko tb he es indicator ka benefit hota hai jb wo en indicator sy hasil hony waly results ka track rakhy or enk results ko market ma measure kary tb he trader ko acha profit hasil ho sakta hai. Jo trader indicator ki help ni leta wo kamyab ni ho sakta but blindly trader ko indicator k signal follow karna bhot mushkil ma dal deta hai. Agr trader ny indicator k signal ko use karna he hai to hamesa small lot sy trade karny ko prefer karna chahta hein our profite hasil karty hen our Forex Mei yeh INDICATOR aesa technical support level our resistance level our way karty hen our rujhaan rakhty to Hein our Trendiness ky zarye behtr dear members forex trading marketing Mei yeg Indicator's aesy Indicator's hoty hen jo INDEX ky motabik star candlestick Pattren ko kabel istemaal bnaty hei our ye economy smoothly aur proper functioning kr rahi Hoti hy to Income and wages me automatically increase hota hy jis sy country ki currency rates strengthen hoty hen lekin jab average cost of living sy down economy hoti hy to currencies rates may change hota Hy aur weak Hoti hy currency Currency par kam karty huey aap ko market ki movement ko dekhny aur predict karny ky liye aap ko market ka Fundamental analysis bhi karna parta hai. Aur fundamental analysis mein aap ko market mrin economic news ki information lemi parti hain. Is trha har Country ki traf se economic news ati hain jo ky Specific market mein changing lati hain. Aur market ky price values mein difference lany mein role play karit hain. Our inko tmaam Indicator's ky motabik set kiyaa jata hay our account ky behalf pay trade ko samjhna bhot ziyada mehnat karni chaye hoti hey.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Introduction: Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or apny kaam mai busy hun gay dear jaisa k ap janty hain k Forex (Foreign Exchange) market duniya bhar mein maal-o-dawat aur paisay ki keemat ka tajziya karne ke liye aik ahem zariya hai. Yeh market mukhtalif iqtisadi isharay aur indicators par mabni hota hai. Is mein hum forex market mein aik iqtisadi indicator Income aur Wages par baat karenge aur iske asar ko samjhenge. Income aur Wages Ka Matlab Kya Hai. Dear member Income aur Wages, do alag-alag cheezein hain, lekin forex market mein dono ka aik ahem role hota hai. Income ek shakhs ya mulk ki overall earnings ko darust karta hai, jabke wages specific individuals ya groups ke muntazam salaries aur earnings ko darust karti hain. Income aur Wages Ke Economic Indicators Dear member Forex traders aur investors income aur wages ke indicators ka istemal karke mulk ki mukhtalif iqtisadi halat ko samajhte hain. Yeh indicators forex market mein tijarat karne walon ke liye aham hain kyun ke inka asar currency exchange rates par hota hai. Income Indicator Dear member Income indicator forex market mein mulk ki mukhtalif earning sources ko darust karta hai. Yeh indicator mulk ki GDP (Gross Domestic Product), GNP (Gross National Product), aur disposable income ke liye ahem hai. Jab mulk ki income mein izafa hota hai, to currency values mein bhi izafa ho sakta hai. Traders is indicator ko istemal karke mulk ki economic health ko analyze karte hain. Wages Indicator Dear member Wages indicator specific individuals aur groups ke salaries aur earnings ko monitor karta hai. Is indicator ka istemal unemployment rate, average hourly wages, aur labor force participation rate ke liye hota hai. Wages indicator se traders aur investors mulk ke job market ki sthiti ko samajh kar forex tijarat mein faislay karte hain. Income aur Wages Ke Asar Dear member Income aur wages ke indicators forex market par mukhtalif tariqon se asar dalte hain. Jab mulk ki income mein izafa hota hai, to foreign investors mulk mein invest karne mein ziada dilchaspi lete hain, jis se us mulk ki currency ki qeemat mein izafa hota hai. Wages indicator se unemployment rate ka pata lagta hai, jo currency exchange rates par asar dalta hai. Conclusion: Dear member Income aur wages forex market mein maal-o-dawat ke liye ahem iqtisadi indicators hain. In indicators ke sahi tarjumani se traders aur investors mulk ki economic health aur currency exchange rates ko samajh sakte hain. Isliye, in indicators par amal kar ke forex market mein successful tijarat ki taraf kadam barha sakte hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X