False price rejection in the market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    False price rejection in the market.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear members!
    aj main apk sath market main false price rejecyion k topic pay kuch apna knowledge share karunga jis main agar aap achay knowledge k sath kuch comments kartay hain to ham market main trade kartay hwuay is false movemnt say honay walay loss say bach kar achi trades open kartay hwuay acha profit hasil kar saktay hain.
    Market main false price rejection tab hoty hai jab prices chart pay kisi strong support ya resistance level say revers hona start karty hain. Market main tab yeh kuch supports and resistance levels strong honay ki wjaha say price main false breakout daitay hwuay isay reject kar daity hai jis k baad price again chart pay false rejection daitay hwuay apni movement ko run karty hain, laikin jab yahi price us supports ya resistance level ko break karnay k baad apni directions ko change karnay main success hoty hain tab ham in prices ko false rejection nai keh saktay hain. Is topic pay ham kuch mazeed high lights k sath discuss kartay hain jo k darj zail main hain.


    How do I know if a rejection is going to happen:



    Dear friends!
    Forex market main trading kartay hwuay traders k liye yeh bahut ziada important hota hai k unk pass price action ka knowledge ho jis say unki skills ko improve honay main help milty hai. Forex market main trading kartay hwuay yeh matter nai rakha ja sakta hai k price future main 100% kahan ko janay wali hai laikin market main kaam kartay hwuay hamary pass kuch aisy tools ka knowledge hona bhi lazmi hai jis say ham market main aik perfect idea hasil akrtay hwuay kaam kartay rahain.
    Price jab kisi support ya resistance level k kareeb hoty hai tab us main kuch aisi simbols appear hoty hain jinko follow kartay hwuay ham is baat ka shi andaza laga saktay hain k price reject ho rahi hai ya level ko cross kartay hwuay breakout karty hai, agar price main false kisi big candle k sath ho aur sath he next candle again breakout karta hai tab ham usay false rejection nai kehtay hain aur agar sath he ksi small time frame main iski rejection hoty hai tab ham isay false rejection kehtay hain.


    How to spot fake rejections:


    Dear friends!
    mairay experience k hisaab say jab market chart pay price ki rejection hoty hai to usk sath he hamain market main entry bikul nai laini chaye qk isko confirm karnay k liye hamain moving averages (MA) 8 aur 14 ka crossover daikhna chaye agar yeh crossover ho chukka hai tab ham market main is rejection ko theek samjhtay hwuay entry lay saktay hain otherwise yeh aik false rejection hai jo price ki correction kar rahi hai jisk appear honay say agar ham market main entr hotay hain to hamain losses ka smana ho skta hai.


    Click image for larger version

Name:	rejection1.png
Views:	1
Size:	37.9 کلوبائٹ
ID:	12499421

    Satisfaction is more important than your success.

اب آن لائن

Working...
X