EXPLANATION
Friends Traders key ley price action ki reading aur learning acha benefit de sakti hay aur Trading kisi bhi shape main ho, yani hard trading ho ya forex trading, hamain price ko jan'na bahut zaroori hota hay. Past movement koi bhi ho laikin hamain mojuda price ki madad say ye analyse karny main asani ho jati hay keh kon say aisy external ya internal acpects hain jinki involvement ya impacts say price main itna gape aya hay. Q keh price action hamain latest and mojuda state ka batata hay aur ham is price action ki help say he kisi bhi security ko fori judge kar laity hain.
TECHNICAL ANALYSIS USING PRICE ACTION:
Price action trading strategy useful hony ky sath technical strategy hai jis ko learn karna bht zarori hay, price action breakout positions ko samajny ky liay hamy pehly price action trading strategy ko samjna ho ga es se hamy breakout hony ka andaza ho sakta hai, jab tak ham candle sticks chart ko learn nai karen gey hum price action strategy ka be knowledge nai ho saky ga, price action strategy key liay humy chart me support and resistance levels ko be mind me rakna ho ga iss se market me humain price action strategy se kafi help mil sakti hay, jab market retest par aati hai uss time trade lagani hai qky ap ko pata hai k market mn jab bhi koi resistance ya support break hoti hai to uss k baad market uss ko retest karti hai aus mai ye hai k humry pass tab moka hota hai hum aus par trade laga sakty hai aor ais mai sab se achi baat ye hai k market jab bhi ye pattern banati hai to aus mai stop loss thora sa hota hai magar ais mai take profit bahot zayda hota hai jaisy ap ne picture mai dekha hai k market support se nechy ai hai aor jab oper gai hai to kafi zayda oper gai hai.
UNDERSTANDING OF TECHNICAL POINTS:
price action aik asa analysis method hai jo na hi kabhi fail ho saka hai aur na he is mein koi fault hota price action us ky leay he acha sabit hota hai jo market mein us par practice karta hai aur samjh kar kam karta hai phir he is mein price action pe success hasil hoti hai is lie forex price action say ap ko chart bhi clear nazer ata hai aor is mein apko success bhi utni he achi milti hai is leay is business mein ap ko price action ko achi tarah say sekh kar kam karna chaheye.
ROLL OF PRICE ACTION
Friends Mojuda aur past period ki price action ki madad say he ham pivot point, support and resistance ko jan sakty hain. Jab keh chart per ban'ny wali har period ki candlestick hamain ye bata daiti hay keh is particular period main price action kia tha, price kahan say kahan tak up ya down hui aur overall trend kay sath is candle nay kitna sath dia, jab keh trend kay mutabiq market movement ho rahi hay ya nai ye bhi hamain price action ko daikhty huye he pata chalta hay.