Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relevancy Between Commodity Chanel index and relative Strength Index

    Explanation


    Relative strength index or commodity channel index mein kafi same dikhai dete Hain aur inke results bhi sem hi kyon ke yah dono hi oscillator indicator Hain aur ine indicators ko ham market ke a over by aur oversold ke liye use karte hain aur ine indicator se Ham market ki a divergence ko bhi check kar sakte hain yah donon indicator hi hamari trading ke liye helpful hote Hain aur yah trading mein hamen kafi achcha response dete Hain isliye hamen in indicators ko jarur use karna chahie.

    indicators hamare liye helpful jarur hai lekin kisi bhi indicator per completely dependent nahi hona chahiye kyunki koi bhi indicator hamen perfect result nahin deta hai isliye Ham kisi bhi indicator per completely depend nahin kar sakte hain agar Ham kisi indicator per completely depend karenge to fir hamari trading kabhi beneficial nahi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Day-Trading-With-CCI-Winning-Trade.png
Views:	4
Size:	257.9 کلوبائٹ
ID:	12499109

    Relative strength index indicator

    Relative strength index indicator ek oscillator indicator hai hai aur jyadatar ham isko market ke overbought aur oversold ke liye ye kamaal karte Hain istemal karte Hain aam Tor par iski reading 30 se 70 Tak hoti hai hai aur job market 30 se niche jaati hai to Ham isko oversold count karte Hain aur jab market 70 se upar jaati hai to Ham market ko overbought count karte Hain is tarah se Ham market ki reading lete Hain.yah indicator hamari trading mein helpful hota hai lekin g indicator zigzag trading mein hamare liye profitable hai lekin jab market ek Big Trend ke sath movement karti hai to tab yah indicator hamen good result nahin deta hai isliye is indicator ko use karte hue hamen acchi tarike se iske related
    knowledge hona chahiye.

    Click image for larger version

Name:	grade5-RSI-overbought-oversold.png
Views:	11
Size:	4.2 کلوبائٹ
ID:	12499108

    Commodity channel index

    Commodity channel index bhi ek oscillator indicator hai hai aur yah bhi market mein working karne ke liye hamare liye helpful hota hai hai ham iski mid-range hundred value ko dekhte hue market mein signal lete Hain agar market mein main is indicator ki value hundred se upar jati hai to hamen bullish trade ke signal milte Hain aur agar market mein iski value handred se niche aati hai to hamen bearish trade ka signal milta hai aur is tarah se yahi indicator hamare liye market mein working karta hai aur hamen good signal provide karta hai iske related bhi hamara knowledge good hona chahie.

    Click image for larger version

Name:	How_to_Trade_Commodity_Channel_Index_in_Forex_body_pict0000.png
Views:	4
Size:	101.5 کلوبائٹ
ID:	12499110

    Difference between RSI and CCI:

    relative strength index for commodity channel index mein kafi difference hai aur in ki apni apni value or reading hoti hai isliye hamen chahie ke Ham inmein se ek indicator ko use Karen kyunki jab Ham ek se jyada indicator ko use karte hain to fir hamen kabhi bhi correct result nahin milte Hain isliye hamen ek Hindi kata ko use karna chahie Taki Ham theek tarike se results Le sake aur ham market mein sahi decision Le sake agar ham hi se jyada indicator use karenge to Ham market mein theek tarike se decision nahin Le payenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ∆∆∆ COMMODITY CHANNEL INDEX & RELATIVE STRENGTH INDEX INTRODUCTION IN FOREX TRADING ∆∆∆ ∆∆∆ COMMODITY CHANNEL INDEX ∆∆∆ Commodity Channel Index ek momentum oscillator hai jo market mein overbought ya oversold conditions ko measure karta hai.Positive values indicate strong uptrends negative values indicate strong downtrends, and zero indicates a sideways trend.Commodity Channel Index trading signals market momentum ko evaluate karne mein madad karta hai. ∆∆∆ RELATIVE STRENGTH INDEX ∆∆∆ Relative strength index bhi ek momentum oscillator hai jo security overbought ya oversold hone ki pehchan karta hai.Relative strength 0 se 100 ke beech hota hai jahan 70 se upar overbought aur 30 se neeche oversold ko darust karta hai.Relative strength index traders ko potential trend reversals aur entry/exit points ke liye guide karta hai. ∆∆∆ MOMENTUM INDICATORS ∆∆∆ Commodity Channel Index aur Relative strength dono hi market ke momentum ko evaluate karte hain. Yeh traders ko batate hain ke market mein kitna strength ya weakness hai.Dono indicators overbought aur oversold conditions ko darust karte hain. Jab Commodity Channel Index ya Relative strength index extreme values (70 ya 30 ke bahut paas) touch karte hain toh yeh indicate karta hai ke market mein potential reversal hone ke chances hain. ∆∆∆ Divergence Indication ∆∆∆ Agar price new high banata hai aur Commodity Channel Index ya Relative strength index nahi ya phir price new low banata hai aur Commodity Channel Index ya Relative strength index nahi toh yeh divergence signal hai jisse traders trend reversal anticipate kar sakte hain. ∆∆∆ STRATEGY DEVELOPMENT ∆∆∆ Traders Commodity Channel Index aur Relative strength index ko ek saath istemal karke strategy develop kar sakte hain. For example agar dono indicators ek saath overbought ya oversold condition show karte hain toh yeh ek strong signal ho sakta hai.Hamesha ek hi indicator par poora bharosa na karein. Doosre technical tools aur market context ko bhi consider karein.Risk management ko prioritize karein aur trade positions ko carefully monitor karein.Commodity Channel Index aur Relative strength index dono hi popular technical indicators hain jo traders ko market analysis mein madad karte hain. Inka judicious istemal karke traders achhi tarah se market trends ko samajh sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X