Forex trading market main kamyabi hasil krny Kay liye aap ko hamesha technical analysis ko complete krna hota hai. Jab technical analysis krty Hain tu ismain support ki bahut zyda importance hoti hai. Ab sa phly aapko support ki definition batanay Kay bad major and minor support ka difference batany ki try krun get.
Definition of Support
Market jab down ati hai, tu bottom level per aik specific point sa market renounce ho jati hai, is level ko aap forex trading main support khety Hain.
Classification of Support
Jab aap forex trading market main support ko study krty Hain, tu aap iski 2 parts main classification Kar sakhty hain, en ko aap major support aur Minor Support main classified Kar sakhty hain. Definitely is ki interpretation bhi totally different hoti hai.
Major Support
Market main jab bottom level per aapko aik eisa strong level milta hai, jisko touch krny Kay bad market kafi zyda bullish trend main apni movement krti hai, isko aap major support khety Hain. Major support ki bahut zyda importance hoti hai or is per aapko bahut achi entry mil sakhti hai.Major Support ak asa point hota ha jis ko market tech kar ka Cross na kar saka or os ko tech kar na ka bad bahot he uper tak reverse ho jay osa hum major support kahta ha. Is ko bahot sa traders bahot he zada pasand karta ha q ka ya ak asan ha point ha is ko har trader samaj jata ha or ya major support huma ak bahot he achi trade data ha jis sa ak achi or paki trade le jate ha jo ka ak acha profit date ha. Agar ap is major support ko sai sa dakh kar trade enyer karta ha to ap ke trade loss ma ni jay ge.
Minor Support
Minor support aik eisa level hota hai Jo major support Kay muqablay main bahut week hota hai. Junk is level ko touch krny Kay bad market bahut zyda uper ni jati. Minor support Kay breakout hony ka bhi bahut chances ho sakhty hain.
Minor Support ak asa point hota ha jis ko market tech kar ka kuch zada uper ni jate is point ko tech kar ka market kuch he point uper jate ha or ya point bahot he kamzor bhi hota ha bahot sa chances hota ha ka market is point ko break kar jay yani market is point ka bad reverse na hoa or is minor support point ko break kar jay is liya is point ko minor support ka name diya gaya ha jasa ka ya apna name sa he show karta ha.
Decesion in Support
Support level per aapko bahut achi entry mil sakhti hai. Junk jab market main support level per aapko aik achi bullish confirmation multi hai, tu ismain aapko profitable entry mil sakhti hai. Liken major support and minor support main Total different decesion making krna hoti hai.
Importance of Support
Support level ki definitely bahut zyda importance hoti hai. Liken agar aap support level ko achi tarah peechan Kar Kay is per trad krty Hain tu aapko bahut zyda munafa mil sakhta hai. Junk jab aap support level per aik achi entry find out krty Hain, tu aapko nuqsan hony Kay chances minimum ho Katy Hain. Sometimes support level breakout ho jata hai, isko achi tarah recognize krna hota hai.