Money management in Forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management in Forex
    Forex trading Mein Kamyab trading karne ke liye money management Karke kam karna bahut jyada important hota hai agar traders proper money management Karke trading Nahin Karte Hain To unko ya nahin Pata Hoga ke unko apni trade per Kitna risk lena hai aur apni trade Mein Kitni money invest karni hai proper money management per ke trading karna Kisi bhi trader ke liye bahut jyada important Hota Hai.

    Rule of money management

    Money management Kisi bhi trader ke success mein bahut jyada matter Karta Hai Jab traders proper money management Karke trading Karte Hain To unko Pata hota hai ki unhone apni trade per Itna Paisa invest karna hai aur Apna Kitna capital marginfree chhodana hai problem and management karke hi traders yah understand kar sakte hain ki unhone apni trade mein stop-loss aur take profit kahan per use karna hai aur unhone apne capital ko Kis Tarah manage karna hai.

    Money management Karke traders ko apni trading mein bahut jyada help milati hai isliye traders ko yah Andaz hota hai ki vah apni trading Mein Kitna risk lete hain aur Kitna uh balance marginfree chodte Hain Ek new trader ko proper money management karna Jarur sikhana chahie Kyunki yah Uske trading mein bahut important role play Karta Hai money management Kisi bhi trader ki kamyabi ke liye bahut jyada jaruri hai
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management in Forex

    aslam o alikum dear forex trader aj main ap ko money management ky bary main kouch hents do ga jis ko per amal kr ky ap apni trade lagany mein kamyabi hasil kar sakty haen to ayen start krty haen ky money management kya hai aur ap us per kesy amal kr sakty haen
    Money Management
    Money management ek esa process hai jis ko ap budget mein istaml kry ya per save kr ky kesy business mein utilize kr sakty haen agar to ap ne koi acha karobar start krna hai to ap ko phely kouch money yani raqam save krni hoti hia os ky bad ap kouch na kouch na kouch gain kr sakty haen .
    Rules of Money management
    is mein ap apni raqam ka 50% tak ka balance use kr sakty haen baqi ap apna save kr len kesi bhe waqat ap ko is ki zarrorat par sakti hai main to ap ko yai mashwara do ga ky ap apni amount ka fifty percent balance use kya kren
    [IMG]Click image for larger version

Name:	money management.jpg
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12364717[/IMG]
    How to use Money
    ap kesi bhe karbaro ko start kr rhy haen to ap ko sub se phely apny amount ka tahayoon krna chye ky ap ky pass kitni amount hai ap os ko kis trha se use me la sakty haen

    اب آن لائن

    Working...
    X