forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear members, forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Bullish engulfing pattern”hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain.
Bullish Engulfing pattern:
Bullish engulfing pattern aik white candlestick hai, jo pichly din ki opening sy higher p close hoti hai aur pichly din k close sy lower p open hoti hai. Ye aik choti black candle sy indentify ki ja sakti hai, jo k bearish trend dikhati hai, agly din aik large white candle ko follow karti hai, jo bullish trend ko show karti hai. Jis ka jisam pichly din ki candlestick ko puri tra cover kar lata hai.
How we analyze Bulish engulfing pattern:
Bullish engulfing pattern ko analyse karna hamare liye bahut important hai aur is ko analyse karna itna mushkil bhi Nahin hai bullish engulfing pattern ko analyse karne ke liye hamen trend ko analyse karna padta hai jab koi friend upar se niche ki taraf chal raha ho to support area per jakar trend khatm ho jata hai aur agar support area per hamen koi aisi candle milati hai joke pichhali candle se bahut badi hoti hai aur Bulish hoti hai to iska matlab hai ki bullish engulfing pattern ban raha hai aur is patron se hamen bahut hi acchi entry mil jaati hai.
Bullish engulfing pattern ke liye jaruri hai ki jo Previous candle ho wo bearish banne, tab hamen confirmation milati hai ki aap bullet singleton pattern start ho raha hai aur tab hamen entry-point milta hai isliye hamen isko analyse karna bahut jaruri hai aur ISI mein hamari kamyabi hai hamare jitne analyzers behtar honge aur ham jitni acchi practis karte rahenge to tab hamen bullish engulfing pattern ko analyse karna bhi aasan ho jaega.
Trading with bulish engulfing candlestick pattern:
jab bhi ap ny trade krni ho tou apny analysis lagaya kren or chek kiya kren k aesa koi bullish engulfing pattern ban raha hy k nai agar aesa pattern bna hua ho tou zroor buy ki trade laga dia kren is se apka bohat acha profit banjaey ga or apka experience bhi barrhta jaey ga
dosto apko har timeframe me ye pattern chek krna chaye timeframe ki bohat ziada importance hoti hy agar kisi barry time frame yeni H4 ya D1 me ye pattern bany tou long term k liye buy ki trade laga dia kren taa k apko long term k liye faida ho saky or ye knowledge apny junior members tak zroor transfer kren taa k un logon ko bhi is chez ka experience ho saky
IMPORTANCE OF BULLISH ENGULFING CANDLESTICK PATTERN :-
1. Pattern bahut ziada important hai , es sa hamen market ki samajh milti hai.
2. Trading knowledge buhut ziada milta hai.
3. Trading mein profit aur loss calculation mein madad milta hain.
4. Market ki fast movement per trading mein pattern ko dekhny sa kam time mein ziada profit milta hain.
5. Market ka changing trend ko follow karna es pattern ki waja s easy ho jata hai.
6. Market ka complete aur accurate analysis esi pattern ki base per hota hai jo buhut ziada important hai trading ky liye..