Understanding of tweezer top and tweezer bottom candlestick pattern...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Understanding of tweezer top and tweezer bottom candlestick pattern...
    Forex trading ke liye technical analysis karna bahut jaruri hote hain aur jitne hamare perfect technical analysis hote hain utna hi hamen trading se fayda hasil hota Hai. Isliye hamen Apne technical analyses ko behtar banana bahut jaruri hota hai taki ham kamyab trading kar sake.Aur technical analysis k liy candlesticks ap ko buht help krti hain. Different individual candlesticks aur candlestick pattern ko carefully study kar k ap professional trader ki tarah acha profit earn kr sakty hain. Aaj main ap say Tweezer Top aur tweezer bottom k bary main knowledge share krna chata hoon.

    Tweezer top:


    Click image for larger version

Name:	download (24).jpeg
Views:	1
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12498718

    Jab ek trend niche ki taraf se lekar upar ki taraf harkat kar raha hota hai aur lagatar ja bech trend Kisi resistance area page jaake set karta hai hai to vahan per do aisi candles banti hai jinke top barabar hote Hain aur vahan se a fur trend change hokar niche ki taraf aana shuru ho jata hai aur jab upar resistance area per do ek Jaise top wali candle banti hai to unki shakal tweezers jaisi lagti hai, isliye is petrol ko tweezer top pattern kahate Hain aur agar ham isko acche tarike se analyse karne to hamen market se kafi accha fayda hasil ho sakta hai.

    Identification of Tweezer Top:

    Tweezer top candlestick pattern hamare liye bahut informative hota hai isliye iske analyzers karna bhi bahut jaruri hote hain taki ham kamyab trading kar saken aur Market se Accha munafa le sake. yah candlestick patterns do candlestick say mil kr banta hai. Is candlestick pattern ko identify krna buht asan hai.
    #Is ki first candlestick bullish hoti hai
    #Is ki second candlestick bearish hoti hai.

    Is pattern main bullish candle ki closing or bearish candlestick ki opening same point per hoti hai. Yah pattern generally market k highest point per banta hai.

    Tweezer bottom:


    Click image for larger version

Name:	download (25).jpeg
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12498717

    Tweezer top ki Tarah tweezer bottom bhi bahut faydemand sabit hota hai isliye hamen isko bhi analyse karna jaruri hota hai aur jis Tarah se koi friend niche ki taraf se upar Jana shuru karta hai to upar jakar to visit top band patron banta hai ISI tarike se a jab koi friend upar se niche ki taraf aana shuru ho jata hai to niche aakar 1 support area per jab candle satae Karti Hain aur vahan per jawab do bottom jaisi candles Banti Hain hai to usko ham tweezer bottom kahate Hain aur jahan per agar ham market mein entry Lete Hain to hamen kafi fayda mil jata hai isliye is patron ko tweezer bottom pattern kahate Hain.

    Identification of Tweezer Bottom Candlestick:

    Tweezer top candlestick ki Tarah tweezer bottom candlestick bhi hamare liye bahut important hota hai isliye hamen to visit bottom candlestick ke related bhi knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki hamari trading mein yah bhi hamen kafi achcha entry point provide karta hai. yah pattern generally aik strong downtrend main banta hai.
    #Is ki first candle bearish hoti hai
    #Is ki second candle bullish hoti hai.

    First candle ki closing, aur second candle ki opening same point sa hoti hai.

    Benefits of Tweezer top and Tweezer bottom:

    Market mein hamen to tweezer top aur tweezer bottom ke bahut se fayde mil sakte hain, agar ham market mein ine pointspay entry le jaate Hain to hamen market mein kafi fayda hasil ho sakta hai isliye hamen market Ko jab bhi analyse Karna ho to hamen in patterns ko jarur dekhna chahie ine se hamen kafi fayda hasil ho jata hai aur ham market mein aasani ke sath kamyab ho sakte hain isliye hamen inko analyse karna bahut jaruri hota hai jo expert log Hain vah importance ki vajah se hi market mein kam jab hai kyunki hamare liye technical analysis karna bahut jaruri hai aur technical analysis ki vajah se hi hamare liye kamyabi mumkin ho party hai.

اب آن لائن

Working...
X