Trading Tools in Forex
Agar Dekha jaaye to Forex Mein tools ki apni value hai aur news ki alag value Hai different indicators patterns aur triangles shamil Hai jin ko use karte hue Ham Forex trading ko easy bana sakty hain aur apna profit Hasil kar sakty hain isi trha agar aap dakhn to news bhi forex Mein kafi important role play karti hai news mein agar ap dakheen to market kafi hazar pips ek din mein he move kar sakti ha ye currency pay depend karta ha or us country mein mojoda halat par is liye ye zarori nahi ha k market mein ek pairs ko ap read kar lein or phir us par depend rahen.
Manual Focus to Trade
Agr ap Kisi aik pair ko Kuch time Kay leay focus kren kay Kay ye daily move karta ha market mein trading kay liye zarori ha k market k andar achi tarha involve houn or market ko judge kar k us mein work kareen then he ap market sy acha profit earn kar sakty hein or kamyab earning kar sakty hein or market mein wesy 200 say 500 tak am har pairs mein movement hoti ha or us mein short term trad kar k acha profit earn kiya ja sakta ha movement average to bahot hi zeyda ho sakti hay.
Technical Tools to Trade
agar kesi 1 pair ki market ki bat ki jaye to hamy daily market ki movement average technical indicators ki calculation se bahot hi asani se information mil sakti hay, es key ley best indicator jo behtar aur correct market movement ki average bata sakta hay wo hay Moving average indicator jo key daily market movement ki average note karta hay aur esi key base par signals be deta hay, es indicator ko har time chart frame me use kia ja sakta hay market trend line ko ham esi moving average se laga sakty hey.