What is Margin Facility
Dear Friends, Forex trading me broker margin ke facilities dety hen Jo ham traders us ko use karty hain to har broker ka aap k account aur jab ap trade me nuqsan hoty hen to us wakt margin Kam reh jata hy hai. agar aapka 100$ ka account hai aur aap ke margin ke percentage 10% hai. To jab aap margin wali trade open karin to aapko loss main aany ke soorat main jab aap ke equity 10% sy kam reh jaay ge to aapko margin call aa jay ge.
Condition for Margin Facility
Margin call hasil hony Kay baad ya to aap ko apny account main mazeed amount jama karwani hoti hay. Ya phir broker khud sy trades close karna suru kar deta hai Trading main margin wo loan hai jo aap ka broker aap ko provide karta hai. Aur es margin ko istemaal karty huy aap choti amount laga kar broker kay zariey bari amount ke trades open kar sakty hain. Maslan agar aap 5000$ ka account open karty hain to broker aapko margin ke sahoolat sy 10000$ ke trade position open karny ke sahoolat deta hai. To ye 5000$ ke amount trading margin kehlaati hai trade boht zyda loss main chali jati hai yani ka ap ki amount katm hony lagti hai us wqt broker ap ka margin ko red color kar dyta hai jas ka mutlab hota hai ap ka account ab zyda dar tak nai chal sakta.
Margin Call From Broker
Dosto har broker apny hasb say say margin call show karwta hai jas say ya pata chalta hai ka agher ap nay apny account ko save karna hai to investment kar lay ya pher apny account main huge kar lay aur market ki potion ka wait karny agher ap nay ya dono km nai kay to ap ka account wash ho jay ga jas say ap ko investment zayz ho jay gi as lay humsa apni trading money management ka sath karny takay ap apny account ko save rak saky.