Forex Trading Mian Kamyabi Hasil Krnay Kay Kuch Asool
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Mian Kamyabi Hasil Krnay Kay Kuch Asool
    Forex trading Mein trading Karke traders ko profit bahut jyada Hota Hai yahi vajah hai ki Jyada Se Jyada log Forex trading ko join karte hain lekin traders ko yah Baat Apne mind Mein rakhni chahie ke is business Mein kamyabi Hasil karne ke liye unko Kuchh rules ko follow karna hoga aur unko Apne trading ke Kuchh rules Banane Honge Jiske Bina vah Forex trading Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aaj main traders ke sath aise hi Kuchh rules ko share karne wala hun jo main step by step bataon ga.

    Learning

    Forex Mein kamyabi ka sabse pahla or sabse important rule yah hai ki traders Forex trading ko join Karke sabse pahle Iske bare mein learning Karen Jitna Jyada traders Forex call karenge aur is business Ko Jitna Jyada understand Karenge traders ke liye Forex Mein Kamyab Hona itna hi jyada Aasan ho jaega Forex Mein kamyabi traded ki mehnat par depend karti hai Jiske Liye traders ko learning karni padati hai learning karke hi traders Forex ko understand karne Ke Kabil ho sakte hain.

    Proper practice on demo account

    Forex ke bare mein learning karne ke bad traders ko chahie ki vah demo account per apni trading ki Jyada Se Jyada practice Karen Jitna Jyada train Dar se demo account per apni trading ki practis Karenge traders ki trading Apparatus Itni ki Jyada improve hoti jaenge koi bhi new trader Forex trading Mein joining rakhne ke bad Agar properly demo account per trading ke practice nahin karta hai to vah is business Mein Kamyab Nahin ho sakta demo account ki regular practice V traders of Forex Mein Kamyab trader banne mein bahut jyada helpful hoti hai isliye Ek new trader ko demo account ko apne liye sabse important Rakhna chahie.

    Real Account main Kab Invest Krain

    Third step traders ke liye bahut jyada useful aur bahut jyada important step time ho yeah I get credit score Forex trading Mein kam karne ke liye real account mein paise kis time invest karna chahie Jab Tak Ek trader consistency ke sath demo account for profit Nahin banata usko real account mein investment Nahin Karni chahie Jab Bhi traders ko demo account per trading Karke profit ya Los Ho unko Apne profit and loss se learn karna chahie aur jab traders ko apni mistakes ke bare mein main main information nazil Ho Jaaye aur unko apni Galti Ka Pata Chal Jaaye to Uske bad apni Galti ko correct karna chahie aur FIR unko real account mein trading consistency ke sath Karni chahie.

    Do Trading With Confidence

    Bahut Sare traders Jab demo account per trading Karte Hain To vah consistency ke sath profit banaa lete hain lekin Jab Vahi traders real account per trading karne Lagte Hain To unko trading Karke nuksan hota hai Kyunki vah confidence ke sath Kam Nahin karte traders ko apni trading abilities aur apne trading analyses per confidence Nahin Hota isliye vah wrong decision lete hain aur unko trading Karke nuksan ho jata hai.

    Learn From Eveey Mistake

    Trading Karke loss Se karvana Koi bada issue Nahin Hota professional traders coffee trading Karke loss ho jata hai lekin vah Jab Hue trading Karte Hain To proper Nahin stop loss aur take profit use Karke trading karte hain aur apni trade ko kabhi bhi big loss Mein Nahin Jaane dete aur jab unko trading Karke loss hota hai To Apne losses se learn karte hain ya traders ko Kamyab Banane mein bahut jyada helpful Hota Hai.

    Proper Use Of Stop Loss and Take Profit

    Take profit or stoploss traders ki trading mein bahut jyada value rakhte Hain proper Jagah per take profit or stop loss use karna traders ke liye bahut jyada important Hota Hai traders ki yah bhi bahut badi mistake hoti hai ki vah stop-loss ko bahut Dur Rakh lete hain Jiski vajah se unko bahut nuksan ho jata hai aur some times trader take profit bhi bahut najdeek use karte hain Aisa bilkul bhi nahin karna chahie
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X