New traders tips in forex:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders tips in forex:
    ASSALAM O ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Forex ki market mn trading karny ky liye humain forex ki basics, technical analysis or fundamental analysis ky bary mn knowledge gain karna ho ga. Knowledge ky sath hum kamyab trading kar sakty hain. Forex ki market bht risky market hai. Without knowledge humain iss market mn lpss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay aj hum un tips ky bary mn bat Karen gy jo new traders ka apni trade mn apply karna bht zaroori hota hai. Iss sy inn ko loss hony ky chances bht kam ho jaty hain. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.


    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12496062


    KNOWLEDGE IS POWER:

    Forex trading mein success ke liye hamen first of all Apne knowledge ko strong karna chahie kyunki jis trader ka jitna achcha knowledge hota hai usko itni hi kamyabi milati hai isliye hamen chahie ki ham Apne knowledge ko powerful Karen kyon ke Jin logon ka trading mein knowledge powerful hota Hai un logon ke liye success possible hoti hai aur Jin logon ka knowledge powerful Nahin hota UN logon ke liye success be possible Nahin Hoti Hai isliye hamen Apne knowledge ko powerful karna bahut jaruri hai to abhi hamen success mil sakti hai jo log trading ke liye achcha knowledge rakhte Hain unke liye trading easy ho jaati Hai.




    PRACTICE IN DEMO ACCOUNT:

    Forum ma ap jub kaam krrahy hoty ho apko daily basis py new information milti hai jis ko ap real trading account ma apply nhi kr skty us ko experience krny aor practically jhny ky leay demo account best option hai har broker apko demo account practice ka option deta hai.jos ma ap log real platform py fake money ky sath free practice kr skty ho.




    SMALL START SMART APPROACH:

    Forex trading ke liye hamen investment ki jarurat hoti hai aur jo bhi Biggner business ko start karna chahta hai to usko chahie ki vah kabhi bhi big investment ke sath market mein kam na Karen kyunki jab tak Kisi bhi beginner ka experience achcha Nahin hota hai usko chahie ki vah Forex trading mein bahut jyada investment na Karen aur jab hamara experience achcha ho jaaye tab hamen investment bhi acchi Karni chahie aur jab tak hamara experience achcha Na ho hamen badi investment ke sath Kam Nahin Karna chahie agar ham big investment ke sath kam karenge to hamare lose hone ke chance hi jyada honge.




    FOLLOW SENIOR TRADERS:

    ​Apko forum ma seniors ko follow krna chue aor un sy tips ly ky trading krni chye meta traader 4 ky tools ko use krna sekhna chue. Money management account management ki importance ko bhi smjhna chye. Insta forex broker ky rules ko bhi folow krma chye ta ky apko bann na kia jay. Humse Jo log senior hote hain unka experience bahut jyada hota hai isliye hamen Apne se singer logon ko follow karna bahut jaruri hai tab hi ham successful ho sakte hain kyunki unke experience se ham kafi achcha fayda utha sakte hain.




    TECHNICAL POINTS:

    Jesy he ap log demo practice ky bad bonus milny py trading start kro to apko simple moving average support aor resistance money management time management stoploss take profit is trah ki simple strategies ko use krna chue low lot size lgana chye ta ky apko acha profit mily aor ap qabil expert trader bn sako. Price chart per hamen bahut se indicators ko Nahin lagana chahie kyunki Jab ham bahut se indicators ko istemal karte Hain to ham confuse ho jaate Hain isliye hamen kam indicator Ka istemal Karna chahie.




    DISCIPLINE:

    Agar koi bhi beginner trading mein kamyab Hona Chahta Hai to sabse pahle use apni discipline ko behtar karna hoga kyunki jab tak ham koi bhi kam discipline ke sath Nahin karenge tab tak hamen kamyabi Nahin hogi isliye discipline ke sath kam karna bahut jaruri hai aur jo trader market mein discipline ke sath kam karte hain UN logon ke liye kamyabi ke Chand se jyada hote hain isliye hamen bhi discipline ke sath hi Kam karna chahie.


    [IMG]https://miro.medium.com/max/1252/0*vQNtvnG7ZY45ttof.jpg[/IMG]

اب آن لائن

Working...
X