Counter Move
Dear Friend, counter move ham market ki us moment ko kehtay hain jo current trend k opposite ho, agr prices ka trend downward hota ha to is ki counter move k hisab sa prices small rally ko show karti hain, isi tarah agr trend upward ho to uski counter move prices ma small dip k sath zahir hoti ha. jin traders na long position hold ki hoti ha wo pairs ki down counter move par buy ki trade kartay hain aur short position k sath traders up counter move par sell ki trade kartay hain, agr market ka original trend wapis moment na karay to traders ko loss ho jata ha aur unka capital waste ho jata ha,
Counter Move Reversal
Countermove ham pairs ki prices ma small reversal ko keh saktay hain, in moves k baray ma timely information hasil karna bht mushkil hota ha, is liay fundamental anaylisis bht ahmiat rakhtay hain, hmain in sa aware rehna chaiay ta k trade ma countermoves ko tackle kia ja sakay, jaisa k counter moves general trend ki moments sa small hoti hain, ye aik chart k nichlay hisay ma show hota ha, jo ye zahir karta ha k market low ko determine karnay ki koshish kar rahi ha jis ko aik long lower wick sa show kia jata ha, bears k control hasil karnay k baad bulls dibara control hasil karnay ki koshish kar rahay hotay hain jis sa bears kamzor hona shuru ho jatay hain, is tarah market ma prices bottom aur opening k nazdeek close ka taayun kar k rise karna shuru hoti hain, counter candle ma upper wick nhi hoti jis sa ye pata chalta ha k prices ki closing bilkul opening k barabar hi hain is sa hmain short profits to mil saktay hain.
Real Trend Reversal
Agr real trend reverse ho jay aur apni moment ko continue na karay to traders ko bara nuksan hota ha, is sa bachnay k liay traders ko proper stoploss place karnay chaian ta k is tarah ki risky moves sa big loss sa bacha ja sakay, countermoves ma aksar experienced traders b trap ho jatay hain aur apnay account ko damage kar laitay hain, is liay countermoves ki confirmation k baad trade open karni chaiay ta k safe trade ki ja sakay.