Trading with morning star candlestick pattern....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with morning star candlestick pattern....
    Candlestick pattern mein main bahut si aisi candle jahan Jo hamare liye bahut informative aur helpfull hoti hain isliye hamen chahie ki ham aise patton ko jarur analyse Karen jiski vajah se hamen market mein acchi entry mil sake agar ham Sahi tarike se patrons ko analyse kar lete hain to market se hamen kafi fayda hasil ho jata hai hamen chahie ki ham market mein patrons ko jarur analyse Karen aur inki practis Kiya Karen shooting star candlestick pattern bhi ek bahut important pattern hai hai aur morning star candlestick pattern se a hamen main uptrend ki bahut hi acchi confirmation milati hai aur hamen market mein main buying trades ki opportunity mil jaati Hai.

    MORNING STAR CANDLESTICK DEFINITION :

    Dear forum members Morning Star candlestick pattern bahut he aham candlestick pattern hota hai jo hum ko market mein support level per milti hai, Dear forum members Jab Forex trading market Mein aik down trend khatam hota hai to Us ke baad Jab market Mein bullish trend shoro ho jata hai to us time per hum ko market Main Morning star candlestick ko recognise karne keliye ek bhtreen position milti hai Iski basis per hum entry Le kar bahut Achcha Profit Hasil kar saktey hai.

    HOW TO IDENTIFY MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN..?

    Click image for larger version

Name:	images (32).png
Views:	26
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12495897


    Morning star candlestick pattern ko identify karna bahut hi easy hai hai isliye hamen koshish Karni chahie ki price chart per ham practis Karen aur agar ham support level per dekhte Hain to hamen main Kai dafa morning star candlestick pattern dekhne ko mil jata Hai isliye hamen support level per jaruri se dekhna chahie.
    Morning Star pattern asal main 3 candles Sy mil Kar banta hai . Is main 3 candles hoti Hein.
    1. 1st candle aik strong bearish hoti hai Jo market values neechy aaty Hein aur ye downtrend ko show karta hai .
    2. Dosri candle aik small bearish ya bullish banti hai . Ye aik small body ki candle hoti hai .
    3. teesri yaani Kay akhri candle aik strong bullish hoti hai Jo market main oper ki janib lay Kar jati hai aur market main UP ka signal deti hai .

    Trading WITH Morning Star Candle Pattern:

    Click image for larger version

Name:	images (73).jpeg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12495896

    Morning Star aik reversal pattern hai Jo market main reverse trend ko show karta hai . Ye pattern market Kay bottom par banta hai Jo hamen market main oper ki movement ka signal deta hai is par so buy par trade Kar sakty Hein . Ye hamen up ka signal deta hai yaani bullish ki formation hoti hai to is liye yahan par ham signal ko confirm karny Kay baad Buy par trade laga Kar faida hasil Kar sakty Hein . Morning Star par trade lagani Sy oehly hamen is st signal ko confirm Kar Lena chaiye taky ham faida utha Saken . Isi waja Sy apko chaiye Kay oehly ap confirmation Karen usky baad phir ap Buy par trade laga Kar profit kama sakty hein.

    IMPORTANCE OF MORNING STAR CANDLESTICK PATTERN:

    Candlestick chart mein morning star candlestick pattern ki bahut important hoti hai hai yah pattern hamen support level per aasani ke sath mil jata hai aur ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain isliye hamen morning star candlestick pattern ko jarur analyse karna chahie aur iski importance ko samajhna chahie kyunki iski vajah se market mein hamen bahut hi acchi aur perfect entry mil jaati Hai aur agar ham acche tarike se morning star candlestick pattern ko analyse kar lete hain to yah hamare liye kafi ayi baithe hota hai hamen chahie ki ham jarur morning star candlestick pattern ko analyse Karen taake market mein hamen main acchi trades mil sake.

اب آن لائن

Working...
X