overbought and oversold tool;
yeh dono condition khod ko ache tarah beyan karte hein overbought aik period ko identify karta hey or voersold bhe aik period ko identify karta hey overbought level par aik he wakt mein bohut zyada ezafa hota hey wazah tor par es condition ko aik chart kay zarey say beyan kea ja sakta hey nechay bain say opar dain janab price movement ko zahair karte hey jaisa keh nechay chart mein bhe daikh saktay hein
over sold level es baat ko indicate karte hey jahan par aik period kay doran zyada say zyada trade nechay ger jay zyada sell ke entry mele ho es period kay doran koi pull back bhe na hova ho jaisa keh ap nechay de gay tasweer say bhe samajh saktay hein
chnkeh price direction mein aik he direction mein increase nahe ho sakte hey currency pair mein jo overbought ya oversold hotay hein on mein baz owkaat tabdel honay ka emkan zyada hota hey trader ko es baat ko identify karnay kay ley zaroorey hota hey oscillator ka estamal kea jay or reversal phair kab start ho sakte hey
Overbought and oversold indicator reading with RSI;
yeh aik fore tool hey jo keh trader ko over bought or over sold level ko identify karnay mein madad dayta hey RSI aik simple tool hey jab keh RSI 70 say up jata hey to osay over bought samjha jata hey jab keh RSI 30 level say nechay chala jay to esay oversold level samjha jata hey or yeh opar ke taraf increse ho sakta hey
trader ko RSI ka estamal kartay hovay sabar karna chihay RSI aik long period tak overbought or oversold ho sakta hey jaisa keh opar deya geya chart mein dekhaya geya hey traders ke taraf say ke gai aam galte aik strong step ke taraf say movement ko jare rakhte hey oversold or overbought area mein trading ko jare rakhtay hovay jab tak RSI 70 say nechay or 30 say par rahay