What is market thresold level

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is market thresold level
    meed krti hon ap sab khariyt say hon gy or mehnat say acha kam kar rahy hon gy dear forex member ajj ik or new topic ky sath aya hon jo kay bhot important h is topic pay apny bhot ziyda foce rakhna hay to chlta hon apny topic ki tarf.Forex market hamesa ik channel ma move karti hai or channel ma move karny ki market ko predict karna bhot mushkil ho jata hai. Kbi kbi but asi situation develop hoti hai k market maximum stage ya minimum stage par ponch jati hai jaha sy mazeed agy move karna possible he ni hota. Market ki asi state jaha par market ko predict karna easy ho jata hai market threshold kehlata hai. Es point par trader ko trade open karny ma bhot asani hoti hai or wo acha profit hasil karny ma 100 percent kamyab ho sakta hai. But kuch trader asi state tak ponchty he ni hai wo market ma trades ko open kar kar k apna account pehle he wash kara dety hain. Forex ma bhot sabar k bad he asa point melta hai but jb asa point mel jata hai to trader k lae profit hasil karna bhot easy ho jata hai. Forex trading ma knowledge to zaruri hai he but sath ma sabar or achy point ma entery ka wait b bhot zaruri hai. Forex trading etni easy ni hai jetni trader esko samaj kar foran fazool trade ma enter ho jaty hain.



    Click image for larger version

Name:	097E708D-3F12-4013-962D-78D26C2AB941.png
Views:	1
Size:	31.3 کلوبائٹ
ID:	12495594


    Defination ,,,

    Dear forex member ager ham daikhain to forex main kai pairs main aisa hota hay keh inka high ya recent low achieve ho jata hay. Laikin ye tab he hota hay jab koi big event ocvur ho. Sirf news ki base per he market main itni big movement nai ati. Jab market main kisi pair ka aisa high ya low point a jaye jahan say market nay wapas hona ho to iski threshold kehty hain
    Threshold Ek bahut hi perfect situation Hoti Hai Jab aap market Mein inter ho sakte hain no doubt Aisi situation main aapko bahut jyada profit ho sakta hai dear ya totally aapke analysis par depend kar rahi Hoti Hai Jab aap market Ho regularly visit kar rahi hoti hai to aapko Aisi situation Mein yah Idea Mil Jata Hai Ki market ka yah level hai ismein aap market further apni movement complete nahin kar sakti aur ismein Market ko hundred percent reversal trend mein aana hai aisi situation main aap without any hesitation market Mein inter ho sakte hain aur maximum profit Hasil kar sakte hain.
    Threshold level ...

    Threshold market ka kafi arsa bad itna high ya low point hota hay. Aur yahan say market nay kaha ma kha wapas he ana hota hay, q keh is say agy mazeed price movement ki koi bhi gunjaish nai rehti. Jaisy keh gold nay last days main apna new higher point achive kia jis main kisi news ka role nai tha. Laikin jab gold wahan say wapas aya to phir traders nay sell ki trade say bhi earning ki. isi tarah jab Crude Oil ki price apny lowest point per i to ye bhi iska threshold point tha.Market Mein traders Jab Kisi currency pair aur ki strongness ko Dekhte Hue in ko select karte hain aur Market ki movement ko acche tarike se identify karne ke bad Jab is Mein Apni trade open karte hain ya FIR apni trade ko close karte hain to use Waqt Jab market in Tamil maximum levels se Gujarti Hui Ek best level per jakar apni movement ko stop kar deti hai to vah level market ka threshold level Hota Hai market ki movement Hamesha reverse ki taraf hoti hai yah movement Ek bahut hi best movement hoti hai Jab members apni reading start karte hain to use Waqt Agar market threshold level per move kar rahi ho to use Waqt Tradus ko bahut jyada focus karna chahie aur is movement ko acche tarike se confirm karne ke bad isme apni trade open kar deni chahie aur apni trade main unhen best currency pair ko select karna chahie Taki vah market Mein inke Jahan Se Acha profit Hasil kar sake aur apni trade ko ek successful trade banaa sake.

اب آن لائن

Working...
X