control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    g han bhi g ager loss sa bachna ha to app ko emotions pa control kerna zeroory ha werna app k ya emotions app ko loss ke teref he lead kerain ga ya emotions app sa boht gelt kam b kerwa secta hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      It is very good for you to see the sure trend so always concentrate at all times so be very focus so always try and control your emotion so always see the strend
      • #858 Collapse

        Forex trading mein successful hone kay liye zruri hai kay ham apne upar control rakhay or greed bilkul na kary kio greed hamay forex mein zayada loss karwa sakta hai or hamare liye trading tough hoskti hai self control hone ki waja se ham acha profit bhi earn kar sakte hai or hamare andar trading skill bhi develop hota hai
        • #859 Collapse

          aap nay theek kaha k forex main aap ko apnay emotion ko control karna ho ga is say aap ko is main profit ho ga or aap is main loss say bach jao gay or aap is main survive kar saktay ho
          • #860 Collapse

            forex emin apko apne emotions pe control karna ana chahiye,kiunke ye bohat zaroori hai aur agar apke emotions attached hain apki trades ke sath to apko phir ziyada tar loss hi hoga is mein aur ap kabhi bhi ek kamiyab trader nahi ban sakte is liye apko apne andar patience paida karne honge.
            • #861 Collapse

              yes janab lalach buri bala ha aur is business ma to bohat hi khatarnak ha ka ap lalach ma aa kar trades lagata chala jata han aur apna capital par nazar hi nahi hoti to is sa loss ho jata ha. jazbat par control na rakhan to jalbazi ma faisla ho jata han jo ka ghalat bhi ho sakta han aur acha bhala profit ki jaga loss ho jata ha is lia in dono cheezon sa bachna bohat hi zaroori ha.
              • #862 Collapse

                app na bohut achi batt ki waqai eik achy trader ko har kaam plaining sa karna chaya or trading bhi planning sa karni chahay or emotion ko bhi control kar k rakhna chaya zada jald bazi sa kaam lana nahi chahay
                • #863 Collapse

                  According my opinion forex is a mind business so confidence is so important in forex business but over confident can brings a big loss so we should try to control our emotion in trading time and take every steps so carefully with trading rules .
                   
                  • #864 Collapse

                    agar aap ko trading main profit ho raha hay to aap ko ziada emotional nhe hoana chahey aur karket kay up and down ko judge kar kay he invesst karna chahey
                    • #865 Collapse

                      hello assalam u aliku bhai jaan kia aaal hain ap ke?? i think Forex is a good profitable business.forex trading business me emotions ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se emotions ko control me rakh kar profit earn kar sakte hain aur forex business ko hum demo account me asani se learn.best of luck..
                       
                      • #866 Collapse

                        yes dear ap ne theak kaha hai ap ne kaha hai keh forex main dakhil hona hai experience hasil ker k hi forex ko join krna chahiye dear forex main apna ap ko qabu main rakhna chahiye emotions ko control rakhna chahiye dear nhi to loss karwa betho gay
                         
                        • #867 Collapse

                          yes gee haan my dear humein forex bussiness mein trading kartey waqat apney emotion ko control mein rakhna chahaiye . agar app apney emotion ko control me nahi rakhey gaey to app emotion mein akar rong trade lagatey rahen gey aur high risky honey kay bad app ko loss ho jaey ga
                          • #868 Collapse

                            Thanks! aak acha sawal krne k lye. ye baat Forex trading me bohat zaruri he k aap apne emotions ko control me rakho baz oqat galat planning or kam knowledge ki wja se bari nuqsaan be uthana parta he. aap ko agr acha profit huwa he to aap dubara profit ki umeed laga kr trade na lagain. Asay Greed kehte hain.
                            • #869 Collapse

                              dear is business main greed app ki sab se bari dus whohman hai aur emotion per control karna bauth zaroori hai is kay begair app loss he kahin ge is liye emotion ko control karna bauth zaroori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                loss se bachny k liye ap ko apny emotions aur apni greed per control rakhna ana chayay , kun k ek trader emotions me a kar boht sa nuqsan krwa bethta hai , aur greed loss ki sb se bari waja hai .. ek tader ko hamesha planning se trading krni chayay ..
                                yes brother tou are absultly right we should be in contrled behavouir .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X