Aslam o Alaikum :
Umeed karta hun k tamam members kheriat sey houn gey and forex par achi learning kar rahy houn gey. Aj mein ap sab members k sath aik boht he important topic discuss karun ga jo trading k liye boht he khas hai.
Moving Average convergence Divergence ( MACD ) :
Moving average convergence divergence aik trend following movement indicator hai jo security ki price k two moving averages k darmeyan relationship ko show karta hai. MACD ki calculation 26 period exponential moving average (EMA) ko 12 period (EMA) sey kam kar k keya jata hai.
Keypoints :
MACD technical signals ko trigger karta hai jab wo apni signal line k oper buy k liye ya sell k liye aboor karta hai. Crossover ki speed ko is liye bhi leya jata hai k market zada overbought ya oversell ka ishara hai. MACD investors ko yeh samjhany mein madad karta hai k price mein bullish ya bearish ki movement mazboot ho rahi ya kamzor.
Explanation :
MACD aksar histrogram k sath dekha jata hai. Nechy diye huye chart k andar dekhen jo MACD aur us ki signal line k darmeyan distance kaao graph karta hai. Agar MACD signal line sey oper hai tou histogram MACD ki baseline sey oper hoga. Agar MACD apni signal line sey nechy hai tou histogram MACD ki baseline sey nechy hoga. Traders MACD ka histogram use karty hein ta k us ki identify ki ja saky k bullish ya bearish ka momentum zada hai.
MACD vs Relative Strength :
Relative strength indicator (RSI) ka maqsad signal karna hai k market ko recent price level k hawaly sey zada Overbought kea jata hai ya zada oversold. RSI aik oscillator hai jo aik given period of time k doran price ki calculation izafy ya losses ka hisab lagata hai. Default time period 14 periods hota hai jis ki value 0 sey 100 tak hoti hai.
Example :
Jab MACD highs or lows ki form karta hai jo highs or lows ki prices k nechy sey hat jaty hein tou usko divergence kehty hein. Aik bullish divergence zahir hota hai jo price par two falling lows sey correspond rakhta hai. Yeh aik valid bullish ka ishara hai jab long-term trend abi b positive hai. Kuch traders bullish divergences ki talash karen gey yahan tak k jab long-term trend negative ha kyun k trend mein tabdeli ka signal dey sakti hai jab k yeh technique less reliable hai.
Limitations :
Divergence k sath aik masla yeh hai k yeh aksar reversal ka ishara dey sakta hai liken phir asal mein reversal nahi hota. Yeh aik ghalat positive form produce karta hai. Dusra masla yeh hai k divergence tamam reversal ko forecast nahi karta dusry lafzon mein yeh boht zada reversal ki predication karta hai jo waqai nahi hoti aur na hi real price reversal hoti hai. Umeed karta hun k aj ka topic ap sab members ko boht achy sey samjh aya hoga .