ASSALAMU ALAIKUM
Dear forex member ummid krti hain sub kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai
What is advance decline index
Decline index market ki wusat ka aik indicator hai jo kisi diye gaye index ke andar agay bherne aur girnay walay astaks ki tadaad ke darmiyan majmoi farq ko zahir karta hai. a / d index ki barhti hui qader batati hai ke market raftaar haasil kar rahi hai, jabkay girty hui qader batati hai ke market raftaar kho rahi hai .
Dear forex member Advance / Decline index ko Advance / Decline line ya a / d index ya line bhi kaha jata hai. is ka istemaal stock index ke mojooda rujhan ki tasdeeq mein madad ke liye kya jata hai, ya jab A/D index stock index ki simt se hatt jata hai to stock index ke ulat jane ki paishgoey karsaktha hai .
Some basic points
Rising advance decline index help karta hai rising stock index ko indicate karny ma or ye stock ki strength ko show karta hai kiu kay fall karny sy zayada rise kar raha hota hai. Es he tarha falling advance decline index help karta hai falling stock index ko show karny kay laye or ye stock ki weakness ko show karta hai kiu kay es time par zayada stock fall kar rha hota hai or rise hony ki nisbat sy agr esko compare kiya jaye to. Agr stock rise kar rha ho or advance decline index fall kar rha ho to esko bearish divergence kay tor par jana jata hai or ye indicate karta hai kuch stock increase kar rha hai or baki fall kar rah hai. Es he tarha agr stock fall kar rha ho or advance decline index rise kar rha ho to esko ham bullish divergence kay tor par janty hain.
Advance decline index example
Advance decline line aam tor par stock index chart ke oopar ya neechay ki jati hai .
Dear oopar di gayi misaal mein, November mein shuru honay walay s & p 500 mein izafah sun-hwa, jaisa ke a / d index tha. jab a / d index apni barhti hui trained line se neechay toot gaya to stock index bhi gir gaya .
Limitation of using the advice decline index
Advance decline ki value jb rise kar rahi hoti hai to ye trader ko information deti hai kay market ma uptrend hai or agr stock index rise kar raha ho or trader ko decline issue sy zayada advancing issue face karny par rahy hon to ye usually dakha giya hai kay market breadth ko loose kar rahi hai. But trader ko serf ik index ki base par trade ni karna chahe. Ye kisi time bi negative value dey sakta hai or trader esko follow kary ga to esko etna loss ho ga kay account he wash ho jaye ga. So trader kay laye better ye hain kay wo es indicator ko other technical tool kay sath conjuction ma use kary ta kay false signals ko filter kiya ja saky.