Pin bar strategy kia hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin bar strategy kia hai ???
    Assalam o alikum !!


    Mre forex member ummid krti hon sb kharyt hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy forex main kamyabi Hasil krny k ly
    Jsa k ap janty hain hr trader apni strategy bna k us k according he forex mein kaam krta hy.hr trader ke apni alag alag strategy hoti hy.aaj hm pin br strategy k bary mein baat krein gy


    What is pin Bar ???

    Dear members jb hm market main enter hoty hain hmain eik Japanese candle chart dekhny ko milta hy, yeh candlestick hmain distance shop ke Trha hmain reflection of market ke price btati hy. Es mein hmain different types ke candles dekhny ko milte Hain , jin ko hammer candlestick Shadow Kaha jata hy.
    Yah pattern 1 price bar pr banti hy . es sy shop reversal and rejection of price ko Shadow krta hy.Es ko bar long-tail or long wik Kaha jata hy es pattern mein opening point or closing point main gap bahot kam hota hy or yeh he reason hy , yeh candlestick pattern ke body bahot Small hoti hy or es ke tail rejection k point ko show kr rahe hoti hy . jo k opposite side py move Krti hy

    pin bar Strategy !!



    Trader ko es pattern k bad foreign market mein trade Nahi lgani chaheay aur 1 confirmation candle ka wait krna cheay. jb yeh confirmation candle ban jaye to es ke direction mein he trade ko open krna chaeay aurr agr yeh price bar ke tail opposite pr market ko move krwa dti hy to stop loss ke tor pr tail ka starting point set krna chaheay.
    Confirmation candle es liye bhi zaruri hy k es k for an bad aek bar opposite side pr banny k bhi chances hoty hain , Jo aek Bar sy trend ko apni real side main wapis ly ata hy es pin bar pattern ko different types main divide Kiya gea hy. Aek bullish pin aur aek bearish pin bar.
    Click image for larger version

Name:	17912847-18EC-4857-ABDD-7DC651F8B46E.png
Views:	4
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12495057


    Types Of pin Bar ..


    There are two types of bin bar.

    1st is Bullish Pin Bar:
    2nd is Bearish pin Bar



    Pin bar ka trading me Istemal ...


    Dears Pin bar trading strategy ko istemal krty time koshish Krni chaheay jb yeh reverse direction mein ho ya set up bullish trend mein ho jis mein hmein following points ko zehan main rkhna chaheay.

    (a). Trading krty waqt stop loss ko highest point par lgana chaheay.

    (b). Es main short work Krein jb bhi price lowest point ko break krti hy.
    (c). Pin bar ke puri length ko measure krna chaheay. Os ke lowest point sy highest point ke tarf measurment complete krni chaheay.
    (d). Hmesha pin Bar ke direction mein trade open krni chaheay.
    (e). Maltipule pin bar k size ko es k according he istemal krny ke koshish Krni chaheay. yh trade ko exact krny k liye simple price action k rules ko follow kr k kaam krna chaheay. Or apny kaam py focus krna chaheay
    Click image for larger version

Name:	807F9279-5794-4D51-B41B-CACA4EED2CEC.png
Views:	6
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12495058

اب آن لائن

Working...
X