Trend Is Your Best Friend In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Is Your Best Friend In Forex
    DEFINITION OF TREND:
    Dosto main aaj aap doston ko trend ke bare main agha karna chahta ho ki market trend ek aisa point of tool hai, jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provided kar raha hota hai .market hamesha apni requirement complete karne ke bad apni long term trading mein apne movement complete karti hai.

    IDENTIFYING TREND:
    Dear Forex trader agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain to uske liye aapko different important factor ko properly learn karke market ki trend ko find out kar sakte hain .Trend ki identification bahut important factor hota hai, agar aap moving average indicator usklgi base per iske identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki base per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai.

    TRADE IN TRADE:
    Dear member jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ke trend hai to aapko hamesha market mein buying trade se avoid karna chahie. Trend mein trade karne ke liye specific taknik hoti hai ,agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain to aapko hamesha intraday trading ya phr scapling trading technique ki base per apna target ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie aur seling trend mein hamesha aapko selling per hi focus karna chahie.

    TYPES OF TREND:
    Forex trading market ke trend ko acchi tarah samajhne ke bad aap ko idea milta hai ki iski following three types hoti hai.

    1 BULLISH TREND
    2 BEARISH TREND
    3 SIDEWAY TREND
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12495031

    TREND IMPORTANT:
    Dear member agar aap market ko overall long-term trend ko find out kar lete hain, to is main aapko definitely bahut acchi trading techniques aur strategies ki base per profitable technique aur trading ke liye ek acchi position mil sakti hai .market mein hamesha trend ki bahut jyada important hoti hai.Trend ke definitely bahut jyada important hoti hai .agar aap market trend k against jaenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Is liye trend ke peachan hona aik ache trader ke kamyabi hay

اب آن لائن

Working...
X