What is PIP and it's Calculation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is PIP and it's Calculation
    Dear member Forex trading market main different type key terminologies istemal hoti hai agar aap acchi trade karna chahte hain to aapko chahie ki ine terminologies ko acchi tarah samajh Lein to aapki trade karne mein aasani ho. Aaj main aapko aik important terminology, jisko aap Forex trading market mein Price in percentage ( PIP ) kaha jata hai, aaj main aapko iski kuch information share karna chahta hun. Kunk ik achi Trading karne Kay liye (PIP) ki complete learning aapki decision making bahut helpful hogi

    PIP kiya ha??

    :-( PIP) Price in Percentage iss ki basis per aap market ki exactly movement ko calculate kar sakhty Hain. Kunk effective Trading karne ke liye aapko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hai. Tab hi aap ek acchi trade kar sakte hain aur ek accha profit bhi hasil kar sakte hain.

    PIP Calculation on Stop-loss / Take Profit

    Forex trading per trade karne se pahle aapko bahut soch samajh Kar decision Lena chahie. Agar aap Price in percentage ki complete learning nahin krty Hain tu aapki decision making bahut zyda negatively affect ho sakhti hai. Kunk jab aap kei trade open karte Hain, tu us main exactly TP / SL ki limit identify nahin krty hain, tu aap khabi bhi effective trading nahin kar sakhty Hain. Kunk agr aap PIP calculation process nahin janty Hain, tu aap khbi bhi Take profit and stop loss ki value ko examine nahin kar sakhty Hain. Aur aapko trading Mein hamesha loss hota hai.

    PIP Calculation kyon Zaruri hai.

    PIP ko calculate krne ki important reason hai, jab aap market ko international standard ki basis per study krty Hain, or iski movement ko find krna chahte Hain, tu PIP ki mukammal information aapko market ki exactly movement said related information provide kar rahe hote hai. All over the world market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona zarori hota hai, is liye PIP ki calculation according to international standard aapko ya facility provide krti hai or yeah trading mein bahut jyada helpful hoti hai

    PIP Calculation kase ki jati ha?

    Different pairs per iski calculation totally different hoti hai. Is liye aapko PIP calculation ko acchi tarah samajh Kar apni working karna hoti hai. Forex trading market mein PIP ki calculation krna bahut aasan hota hai. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate krty Hain, tu aapko iski requirements ko achi tarah understand or Lena cheye. Agr aap currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned explanation ki basis per aap PIP Calculation Process complete kar sakhty Hain. Main ab aapko chahat ki madad se a clear karta hun.Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	3
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12494734

اب آن لائن

Working...
X