Assalamu Alaikum forum ke Tamam members ko.
Jaisa ke Ham Sab Jante Hain ki aaj new week ka first day hai aaj market Mein Humne kuchh khas movement Nahin Dekhi Hai ec Tarah gold ki prices main bhi aaj Kuchh Jyada movement Nahin Hui Hai Lekin Ham Aane Wale Dinon Mein Gold ke prices mein Main big movements ko dekh sakte hain Kyunki market Mein Kuch Aise din bhi Hote Hain Jab market mein big movements hoti hai.
Forecast of gold
Aaj 10 January 2022 hai aur aaj market Mein Kuchh zyada movement Nahin Hui Hai Gold ke prices Mein Bhi zyada Movement Nahin Hui Hai aaj Gold ke prices 1795 se 1799 ki range mein move kar ty rahe hain prices ne apni previous support level ko break karne ki koshish Ki Hai Lekin Gold ke prices aur sellers previous support ke level ko break karne mein Kamyab Nahin Hue aur prices filhal support se upar hi Move kar rahe hain.
Aane Wale Kuchh Dinon Mein Gold ke prices again down move kar sakte hain aur yah bhi ho sakta hai ki Sana's ke pressure ki vajah se a aur US dollar ke strong hone ki vajah se bhi Gold ke prices downside per move kar sakte hain Agar Gold ke prices 1780 ke level se niche a Aane Wale Kuchh Dinon Mein Kar Gaye To Ham Gold ke prices mein badi downward movement dekh sakte hain.
Jo log Gold per trading karna chahte hain Mere Khyal Mein unke liye yah best Hoga Ki vah Gold ke prices ko support break karne ka Gate Karen aur Agar gold support ko break kar de to Uske bad sellers ko acchi selling opportunities mil sakti hai aur prices 1765 Tak Bhi Ja sakte hain.