Klinger Volume Oscillator. (KVO)
Firends, Klinger volume oscillator dar asal aik asa oscillator hai jo voulme ki base par signal provide karta hai. is ko manually find karna hota hai or esko find karny ka aik specified forumla hota hai. Mazeed ye k ye oscillator market ki high price or low price ko b formulay ma use karta hai. is k elawa ye oscillator market k pas duration ko use kar ky find ki gai moving average ko bhi formulay ma use karta hai or trader ko signal farham karta hai. Trader ko apny experience ki base par judge kar lena chaheye k ye signal thek hai bhi ky nhi ye confirmation lazmi hy.
Calculation of Klinger Volume Oscillator.
KVO darasal do exponential moving averages (EMAs) kay darmiani farq kay through hamain trading ka signal daita hay. Is ki calculation samjhna bahut easy hy. Yani jab choti EMA (kam number of periods wali EMA) longer EMA (yani ziada number of periods wali EMA) say ziada ho to iska matlab ye hota hay keh yahan up trend chal raha hay. Is ki yehi waja hoti hay keh shorter EMA darasal more recent price data use kar rahi hoti hay jis waja say is ky results bahut mufeed hoty hain.
Formula of Klinger Volume Oscillator.
Klinger volume oscillator ki calculation kay liye hamain isky formuly ka pata hona chahiye ta keh ham iski calculation kar sakain. Iska formula :
DM= Price high- price low
CM= sum of DM + high-low of past period
Experience required for using oscillators.
Jo trader experience ko use kar ky oacillators ky signals ko verify nhi karty wo khbi achy profit ko hasil karny ma kamyab nhi ho skty. Forex me kisi indicator par blindly trade karna bhot buri habbit hai. Kyun k forex me bhot sary indicator or oscillator asy hain jo aksar fake signal provide kar dety hain or trader agr enko follow kar ley to wo trade ma pans jata hai or panic ka shikar ho jata hai or usko sewae loss k or account wash karwany k kuch hasil ni hota. So trader ko apny experience ko achg effect k lae zarur use karna chahe.