Assalamualaikum dear forex members umeed h app sbb thkk hoongy r apka trading week acha jara hoga r app achi earning hasil krry hoongy.
New high new low Indicator;
Friends yeh indicator hamain market kay last 52 weeks kay kon kon say stocks higher hain aur last 52 weeks kay kon kon say stocks lower hain, batany main help out karta hay.
Interpretation of Indicator;
Ham is indicator ko divergence kay liye bhi use karty hain aur is say milny wali ranges ko oscillate bhi kar sakty hain. Ager ham daily iskay signals say useful trading karna chahty hain to phir hamain 10 days period ki moving average use karni chahiye jis say daily basis per kafi smooth signals liye ja sakty hain.
Divergence;
Market kay major bottom per puhnchny say pehly he NHNL indicator low per puhnch jata hay. Jab market major bottom yani new lows per puhnch kar waps up jati hay to yeh indicator taizi say pull back karta hay. Is stage per market main kafi stocks new highs banaty hain q keh jab market long time kay liye depressed main ho to phir prices kafi taizi say up jati hain. Is doran divergence bahut kam hoti hay jab kuch sticks sirf new highs banayain. Indicator fall kary laikin news highs na banain yeh classical bearish divergence kehlati hay ji bahut kam daikhny ko milti hay .
Oscillator;
NH - NL Indicator oscillator kay tor per zero kay as pas oscillate karta hay jo keh positive bullish power and buyers control ko ya negative yani bearish power and sellers control ko show kar raha hota hay. Jab indicator zero say up ya down jana start kar day to phir ham buy ya sell ki trade kar sakty hain. Jab ham isko exponential moving average kay sath use karain gay to hamain buy and selling zones main mazeed achi prediction hasil ho jaye gi jis say ham kafi confidence say trading kar sakain gay.