plannig and risk management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    yes ye 2no cheze bhot he best hain forex main Risk and money managmnet bhot aham hain forex main jaaab tak aaap in dono chezmo ko follow nhe kare hum sab kabi b forex main kamyab nhe ho skte hain ie liye humhain chahiaye k hum koi b trader le lu soach smajh k le jaaab tak humhain koi trader nhe milti tu humhain trader nhe leni chahaiye trader lene k liye humhain chahiaye k hum forex main lot size ko lazmi check kare jaaab forex main hum lot size ko check kare tu jitna balance ho utna he lot size ho invest ko safe rakna ye b 1 trading hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi muskil na ho saky gi aur is forex main risk ko mange karein gay tab hi hum real main perform karny k kabil ho sakty hain aur market main anlayse kar k hi hum profit acha gain kar sakty hain
      • #978 Collapse

        demo main practice kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main enter hony say pahly is k baryy main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main earning kar sakty hain aur earning ho
        • #979 Collapse

          Business ka startup planning se hota he kisi b kam ko start krne k lye planning bht zarori se js se loss ka kam andesha hota h par planning ke sath knowledge and experience bht zarori h.
          • #980 Collapse

            forex ko join kary sy pahly hamy plan karna hota hain ky hum ny kite amount invest karne hain or kon sy analysis or tequine use karne hain or kitna time trading ko dena hain or kitna hight risk ly ky kitne lot lagane hain or pher hamy ise plan ky mutabiq kam karna ho ga pher he hum kamyab ho gy or market mai run kar ky ache earning hasial kar saky gy
            • #981 Collapse

              forex trading mien planning ka bhut aham ole hai es mien aa ker jab hum planning kerty hien or planning bee aisy kerty hien k perfect to hum es mien her lehaz say earning hasil ker sakty hien es lye mien es mien aa ker her bar koshesh kerta hion k es mien success hasil karo or success hasil bee ker leta hion.
               
              • #982 Collapse

                forex mai hamy planing karne hote hain ky hamy kitne amount forex mai invest karne hain or kon sy analysis use karny hain or hum apny learning ky hisab sy risk lety hain agar hamara experience acha ho ga to hum high risk ly kar acha profit hasial kary gy or agar hum forex mai new hain to hamy km risk lena chahey q ky agar hamya loss ho gay to hamara zada nuqsan na ho
                • #983 Collapse

                  forex mai planing or risk management ke bohat ahmeyat hain jab hum forex ko join karty hain to hamy plan karna hota hain ky hamy kitna time tradeing ko dena hain kon sy analysis use karny hain kitne amount invest kar ky kitna risk lena hain pher end tak hamy use plan ky mutabiq kam karna hot hain pher he hum kamyab hoty hain or ache earning hasial kar sakty hain
                  • #984 Collapse

                    forex mainplaning ki bohut ziada ehmiat hai agar ap aik achy planer nahe hain tu app aik achy trader bhe ban sakty hain iss leay agr app agar plan nhe kar sakty tu app kisi senior trader say poch kar har kam karain aur har maswra un say lain phir he app iss market main enter hon kun k ye market bohut he rosky makret hai.
                     
                    • #985 Collapse

                      agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy ache planing kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey or hamy is ka profit be acha milta hain or agar hum km amount invest kary gy to hamy km profit mily ga forex mai risk management ke bohat ahmeyat hain forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain
                      • #986 Collapse

                        forex main money management ke bohat zarorat hoti hai or eski importance bi bohat ziyada ha qky yahi decide karti hai ky humein trade mein kitna loss hoga ya kitna humein trade mein profit hoga is liye money management ko strick app rakhein qky forex mein yhi zarori hai jes sy capital investment secure rahti hai
                        • #987 Collapse

                          forex mai jab hum kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky or planing kar ky zada amount invest karne chahey pher he hamy acha profit mily ga or agar hum forex mai new hain to hamy km amount py km risk lena chaye taky agar hamy loss be ho jy to zada nuqsan nahi ho ga forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain
                          • #988 Collapse

                            mind ko fresh kar k hi hum sucess ho skaty hain aur rules ko follow karein gay tab hamain is say faida ho saky ga aur market main risk ko avoid kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain aur is forx main faida ho saky ga tab hi hum real main achi trade lga sakty hain
                            • #989 Collapse

                              agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache planing kar ky or achy risk management kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain yai kabe be band na hony wala acha or big business hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                aap nay boht ache knowlged saher ki ha is sa sab ko knowlged mile ha kay humay is ma paling sa kaam karna cahay our is ma hum ko apne invst kay hasb sa risk lana cahay q kay jab hum apne invst sa zada rsk laty ha to is ma kamyab nhe hoty ha is liay har kaam ko soch smj kar karna zaroore ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X