Discussion about Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern....
    Forex trading mein hamare technical analysis se hamen kafi achcha profit mil jata Hai isliye hamen chahie ki ham Apne analyses ko behtar banaen aur Market mein candlestick se banne wale patterns ko hamen analyse karna chahie ki market mein candlestick mein kaise pattern George channels bante Hain kyunki yah channels hamare liye bahut important hote Hain. Market mein ine channels ki vajah se hamari trading kafi acchi ho sakti hai hamara aaj Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern k related discussion kren ge.

    Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern:

    Concealing Baby Swallow aik reversal candlestick pattern hota hai, Jo 4 different types ki candlestick per include hota hai. Jab aap is pattern ko study karte Hain, tu following 4 different candlestick ko support level per aap na find out karna hota hai. info candle stick ko agar ham follow kar lete hain to ham support level per is patton ko analyse kar sakte hain aur yah pattern hamari trading ke liye bahut hi profitable hota hai kyunki yahan se hamen bahut hi acchi confirmation mil jaati Hai.

    Identification of Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern:


    Click image for larger version

Name:	images (29).png
Views:	2
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12494061

    Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern identification karna bahut hi aasan hai is pectin ki danti furcation ke liye hamen support level per for candles ko analyse karna hota hai aur iske bad ham is candlestick pattern ko bahut hi aasani se analyse kar sakte hain aur is per trading kar sakte hain isliye hamen main is candlestick pattern ko jarur analyse karna chahie.

    1.Is main first Candlestick Bearish hoti hai, Jo aapko market mein aik strong sellers pressure show Kar rahi hoti hai.
    2.2nd candlestick gape up open hoti hai, liken ya bhi strong seller's pressure Kay sath bearish trend main close hoti hai, or 1st bearish candlestick ko closing sa down apni closing krti hai.
    3.3rd candlestick hammer candlestick ki shape main close hoti hai. Ya candlestick bhi Gape up open hoti hain, liken apni closing bearish trend main krti hai. Or last bearish candlestick ki closing sa down apni closing krti hai.
    4.Is Candlestick pattern ki last and 4th candlestick bhi Gape up open hoti hai, liken seller's pressure ki waja sa apni closing aik lower point per krti hai. Jab aap ya above mentioned 4 bearish candlestick respectively close hoti hain, tu ya Concealing Baby Swallow pattern ki formation ho jati hai.

    Trading Interpretation:

    Forex trading market mein Concealing Baby Swallow candlestick pattern ki basis per apni trading activities ko complete karna chahte hain, tu is main is pattern ki formation per Buy trend main entry Lena hoti hai. Agr aap stop-loss ki limit ko set karna chahte hain, tu last bearish candlestick ki value per aap stop-loss select kar sakhty Hain. No doubt is platform ko aap effective trading Kay liye utilise kar sakhty Hain. Yah patron hamari trading ke liye bahut hi informative hai aur hamen is patton se bahut acchi information mil jaati Hai isliye hamen isko jarur analyse karna chahie aur Market mein entry leni chahie kyunki ham bahut hi aasani ke sath market se profit connect kar sakte hain.

    Importance of Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern:

    Concealing Baby Swallow Candlestick Pattern ki hamari trading mein bahut jyada importance Hoti Hai kyunki is patron ki vajah se hamen market mein main support level per bahut hi achcha aur confirm signal milta hai aur yahan se hamen by trade ki opportunity mil jaati hai isliye hamen chahie ke ham is patron ko jarur analyse Karen aur iski importance ko samjhaie ham jitna is patron ke related discussion karenge aur is ko analyse karne ki koshish karenge to ham itni hi kamyabi milegi hamen patron ki demo practice karni chahie kyunki yahan se hamen bahut acchi entry milati hai aur yah pattern hamen trading mein bahut hi achcha signal provide karta hai isliye risk analyses karna hamare liye bahut jaruri hai.

اب آن لائن

Working...
X