Technical analysis kese kiye jate hain....?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis kese kiye jate hain....?
    Market ke trend ko analyse karne ke liye hamen technical analysis Karne padte hain aur jab tak hamare technical analyses acche Nahin hote hain tab tak hamen kamyabi nahin milati hai isliye hamen technical analysis karna bahut jaruri hote Hain Jo trader market mein acche tarike se technical analysis nahin kar sakte hain UN logon ke liye kabhi bhi success Nahin Hoti Hai isliye hamen technical analysis karna jaruri hote hain aur jo trater market mein acche aur perfect technical analysis kar lete hain unke liye trading aasan ho jaati Hai isliye hamen technical analysis karna bahut jaruri hote hain without technical analysis ke market mein success Nahin Hai.

    Technical Analysis in forex:

    Forex trading mein hum Jab market ke price chart ko technical analysis karte hain aur Market mein friend ko dekhne ke liye Jab ham technical tools ka istemal Karne hain to isko ham market mein technical analysis kahate Hain. forex me technical analysis mein ap market ko technical dekh rahy hote hain aur market ki movement ka idea laga rahy hote hain agar aap market mein past movement Ko dekh kar idea lagate Hain aur ismein aap candlestick patterns aur chart patterns ko dekar trading karte Hain to iske sath sath agar market mein technical indicator ka bhi use karte hain usko technical analysis kaha jata hai in analysis ki madad se ap market se kaafi faida uthaa sakty hyn.

    Technical analysis kaise karte hain...?

    Technical analysis karne ke liye hamen market ke price chat ko dekhna padta hai aur Market mein kuchh tools ko istemal karke ham market mein bahut hi aasani ke sath technical analysis kar sakte hain technical analysis karne ke liye hamen kuch important points ko discuss karna bahut jaruri hai.

    Market Trend:

    Dear forex me technical analysis main sabse pahle market ke trend ko define karte hain agar ap market ke trend ki favour mein trade open karte hain to aapko ismein bahut jyada benefit mil sakta hai kyunki kaha jata hai ki trend is your friend tou hamen market ke trend ko sabse pahle dekhna chahie aur uske bad trade lagani chahie taa k ap us se acha faida uthaa saken

    Chart Patterns in forex:

    Dear ismein aap chart per banne waly pattern ko bhi dekh k trade kar sakte hain kyunki market ki movement jab technical ho rahi hoti hai to ismein aap dekh kar chart ki help se market ko samajhne ki koshish karte Hain jab market ko time denge aur study karenge to aapko bahut jyada knowledge aaega aur usko samajhne bhi easy hoga.chart pattern mein aapke pass Head and shoulder,cup and handle rising wedges and channels ki aapke pass Jo famous chart Pattern hote hain market mein zyada banty Hain inko samajhna parta hai tab ap ismen successful ho saken gy.

    Candlestick Patterns in forex:

    Dear market mein aap dekh rahy hote hain ki aapke pass candl ki madat se different patterns ban rhy hote Hain Jo trend ke reversal pattern hote Hain ls k alawa kuch pattern aise hote Hain Jo bhi aapke pass is main continuation k pattern hote hain. jinko dekh Kar trade karne mein bahut aasani hoti hai isiliye technical analysis mein candlestick pattern Ko dekha jata hai aur candlestick pattern mein aapke pass Bearish and bullish engulfing,shooting star ,Pin bar,Doji candle and inverted hammer aapke pass candlestick pattern ho sakte hain in patterns ko samajhna bohat zroori hy.

    Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	12
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12494044


    Technical Indicators:

    Dear forex members market mein jb technical analysis perform kar rahy hote Hain to usmein Ham yah bhi dekhte hain ki technical analysis mein indicator ka use bhi important hota hai kyunki jab ap technical indicators ko dakh kar trade karte hain to isase bhi aapko acche trades milati Hain technical indicators aapko acche se market ki movement ke bare mein idea dete Hain Technical indicators se technical analysis ko perform karna easy ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	download (11).png
Views:	5
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12494045


    Support and Resistance me analysis:

    Dear friends technical analysis main aapko market ke support and Resistance ke bare mein bhi idea hona chahie aur usko follow karte hue trade karni chahie support aur resistance Ko dekh kar market ki movement ka idea ho jata hai ki market mazeed down jayegi ya phr up jaane ke chances hai support aur resistance ke bare mein bhi study karna bahut hi important hai tabi ap market me successful ho saken gy.


    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	45
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12494046

اب آن لائن

Working...
X