planning in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading main agar hum aik achi plannig ke sath is main enter hotey hain to phir is main koi shak ki bat nahin he keh hum is main zaroor kamiyab hote hain aur phir hum is main kabhi bhi fail nahin ho saktey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bilkul main ap ki bat pay itfaq karta hon .kion kay planning kisi bhi kam k liey bohat zarori hoti hai .aur forex main to bohat ziada zarorat hoti hai aik achi planning ki kion kay aik acha trader bannay k liey sab say zarori 3 bataein hoti hain sab say pahli bat hoti hai aik achi planning dosri bat hoti hai ap ka knowledge aur tesri bat hoti hai ap ki mehnat agar ap main yeh tenon batain mojood hain to ap aik achay tarder hain .
      • #18 Collapse

        Planning aik thinking ka naam hai or forex me planning aap market kay chart ko analyze kar kay apni thinking se apny order ko place karty hain or loss or profit ko pre calculate kar kay pehly se hi target place kar kay apny capital ki growing or decreemnt kay bary me jaan sakty hain. Planning forex me bohat important hai or iskay bina hum trading me bohat mushkil se survive karen gay.
        • #19 Collapse

          brother ye baat tu such hai forex main planning buhat ehmiyat rakhti hai har cheez planing se karni chye kn si trade kis time suite kary gi kn sy time nahi
          • #20 Collapse

            ji bhai ji aap ny bilkul theek kaha hy keh hamin forex tradeing ko baqaida ail mukamal planing ky tahat tradeing karni chahiey is tarah ham achaa or successful trader ban sakty hain or achi earning kama sakty hain
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
              forex trading me planning boht eham cheez hai ,, ek acha trader hamesha planning k sath trading krta hai ,, aur apny experience aur knowledge ko use krta hai jb k ek unsuccessful trader shortcuts ki base per trading krta hai .
              g boss planning her business k lye boht zarori hy is tarha forex main b palnning boht important role play karte hy tu ager app chaty hain k forex main boht zada profit earn karain aur success ful business main banain tu full planning k sath kaam karain
              • #22 Collapse

                planning waqae bht zaroori chez hai planning k bager koi bhi kam ni sae trh se kiya ja skta, planning bht kam ati hai jb hum long term trade lgain to.
                • #23 Collapse

                  yahn porey world m har kam planing se hi hota h r bina palnning wala kam na kamyab hota r na us m se kuch earn kiya sakta h is tarhan forex m b planning boht improtant h iske bagair ap kuch b earn ni kar sakte h siwya loss ke.is liya jb b trading start kry tu plan kr ley tak ke acha profit hasil kiya ja skagy.
                  • #24 Collapse

                    bilkul theek keh rahay hen ap jab tak koi bhi aik kamyab tarder nahi ban jata us ko chahiay kay wo planning achi karay kun kay planning bhi trading per bohot effect dalti hay.or kamayab honay kay bad ham shortcut way bhi use ker sakty hen.
                    • #25 Collapse

                      Forex mein long rug success gain kernay k leye koi shortcut way nehi hai iss k leye aap ko knowledge aur experience k saath strategies aur planning kerni perti hai aur achi aur positive planning se he aap iss market mein sustain ker saktay hain aur success b gain ker saktay hain.
                      • #26 Collapse

                        Tradind mian to hamain har mor per planning ki zarurt hottyi hai or is kay baghar to ap trading field main successful ho he nahi sakty or planning say he ap is field main profit hasil kartay hain...............................
                         
                        • #27 Collapse

                          In Forex forum of trading business the risk management and planning are very important for Forex trading,no one can deny this,Forex trading can make us rich but you need to work hard if you want to be successful in Forex trading, It's really much important it every kind of role in life the planning before doing some work or how to work on it, make the sense of your planning!
                           
                          • #28 Collapse

                            Hey Friends In Forex forum of trading business the risk management and planning are very important for Forex trading,no one can deny this,Forex trading can make us rich but you need to work hard if you want to be successful in Forex trading, It's really much important it every kind of role in life the planning before doing some work or how to work on it, make the sense of your planning!
                               
                            • #29 Collapse

                              Forex Trade:
                              G hain dear ap ne sahi kaha ha ham na agr trading main kamyab ha to hamen planning k sath trading karni ho gi ek acha trader hamesha planing k sth he trading karta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                planning to karni prti ha koi bhi kam ho agr ap planning nhi kr skty hain to ap kuch bhi nhi kr skty hain. is liy best chez yh keh ap palaning aor soch smjh kr kam krain to ach ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X