Assalamualaikum members kaysy hn ap sb omeed krta hn Kay sab khyreat say hn gy
Main bhee thk alhamdullilah ap sunain trading kasi hy
Aj hum jis topic par bahas karanay ja rahay hn wo hy margen free margen aur equity
Aj hm ya janin gay kaysy hm is par Amal payra ho kr acha bonus kama skty hn
Margin kia hy???
Margin ek aisa tool hota hai jo aapki market mein enter hone per ek level show karta hai kay aapane Jo entry li hai us mein aapka itna balance istemal ho raha hai. For example agar aapke pass 200 USD ke account mein trading kar rahe hain aur aapane ek entry li hai aur usmein aap ka margin 20 USD show ho raha hai, to iska matlab hota hai aapka currently trade par kitna margin istemal hua hai.
Free Margin kisay khyty hn???
Free margin wo margin hota hai jo broker account balance ko leverage ke sath formula apply karke deta hai . Jab account balance 100 dollar hota hai to use waqt account balance, equity, free margin aur margin 100 dollar hi hote hain. Lekin jaise hi trade open ki jaati hai tou equity mein main say wo lot price minus ya plus hona shuru ho jaate Hain aur uske sath margin consumes hona shuru ho jata hai aur jab margin khatm ho jata hai to free margin ki consumption hona shuru Ho jaati hai. Ek baat clear kar leni chahie ke account ki broker leverage kam hone ki vajah se margin kam hota hai aur free margin zyada hota hai. Yah ek proper formula hai jisme account balance, account leverage aur pair yah commodity ki price ko calculate karke level banate hain. Agar account profit mein ho aur wo profit balance mein add kar liya gaya ho to be free margin aur margins account balance barhnay se zyada ho jaate Hain.
Equity ka kia kirdar hy???
Account balance ke sath hi aik column equity ka bhi hota hai. Equity main aapka wo balance show hota hai jo profit aur loss tafreeq ke bad bachta hai wo equity mein show hota hai or usse aap trading kr sakte ho. Equity ko samajhna bahut aasan hota hai.