Pivot point kia hota hai.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot point kia hota hai.
    Assalamu alaikum dear friend forex trading market main successful Trading karna chahty hain tu aapko fundamental Analysis kay sath sath technically analysis ko focus krna hota hai. PIVOT POINT bhi aik important factor hota hai jo technically
    App ki guidance kay liye helping information da sakhta hai. Candlesticks ki help sa ap different important points per identification kar sakhty Hain, For example candlestick ki help sa ap support level, resistance level, Pivot Point jesi important information hasil kar sakhty Hain. Tu a main apko Pivot point sa related kuch aisi information share krna chahta Hun, Jo app Kay liye helpful ho sakti hain.

    What is Pivot Point

    Pivot Point ek perfect technical factor hota hai jo aapko bahut important information provide kar raha hota Hai iski vishesh per aap bahut hi acchi decision-making kar sakte hain aur daily basis per iski calculation Karke apni trading co profitable banaa sakte hain. Dear forex members Pivot Point basically aik eisa point hota hai, isko aap central point bhi keh sakhty hain, jis per market depend kar rahi hoti hai. Agar ap pivot point ki basis per apni trading decisions complete karte Hain, to definitely aap bahut hi acchi trading kar sakhty Hain. Pivot Point per aapko market hamesha achi entry provide kar rahi hoti hai, liken iski exact calculation bahut important hai. Pivot point ki identification Kar Kay ap perfect analysis Kar sakhty Hain, tu aapko maximum advantages hasil kr sakhty hain.

    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV_final_Pivot_Strategies_for_Forex_Traders_Jan_2021-01-a8ed6d64dbc74fab9b282b32edb8843.jpg
Views:	2
Size:	273.3 کلوبائٹ
ID:	12492380

    Trade with Pivot

    Jab aap is platform per technical analysis ki base per apni trading activities ko complete karte Hain to iska 1 specific process hota Hai. Jab aap pivot point per trade laty hain, tu Pivot point ki interpretation ka apko achi tarah idea hona cheye. Jab aap pivot Point ki basis per decision making process complete kar rhy hoty hain, tu ismein aapko selling aur buying confirmation mil rahi hoti hai.

    Overview

    Jab aap kis technical factor ko apni trading activities mein complete Karke iska overview lete hain to aapko ismein bahut acche results find out karne mein help milati hai. Definitely pivot point ki bahut zyda importance hai. Dear forex members Pivot Point ki basis per apki decision making apk liye bahut hi important role play karti hai. Kunk agar aap perfect trading karna chahte hain, to apko Different techniques ko apni trading main include karna hota hai. Pivot Point per completely focus karna hota hai, agar aap isko ignore karte Hain to aap ke liye consistently market mein kamyabi hasil karna difficult ho sakta hai aur dangerous situation main dal sakhta hai.

    Calculation Pivot Point

    Pivot point ki calculation Ka 1 specific procedure hota hai jismein aapane last de ki candlesticks ki calculation ki basis per iski ek value ko calculate karna hota Hai. Technical analysis main aapko bahut carefully calculation aur process ko define krna hota hai. Forex trading mein Pivot point ki calculation karna bahut aasan hota hai, ismein aapko daily candlesticks ki basis per calculation karna hoti hai. Dear members Jab ap last day ki daily candlesticks ko study karte Hain, tu ismein aapko lower point, highest point or closing value ko add krna hota hai, or isko ab aap 3 pay divide krty Hain, aapko pivot point mil jata hai. Hamesha market is point per depend kar rahi hoti hai. Is liye ap ko apni trading main is point ko carefully focus kar kay apna faisla lena hota hai.

    Explained in Charts

    Dear member jab office technical factor ki calculation kar lete hain aur usko understand karna chahte hain to is main aapko different types ke chat main aap easily find out kar sakte hain. Uper di hui information ko further explain krny kay liye aapko below mentioned chart share krny ja raha hun. Jo aapko further guidance da ga. Following mentioned pictures of course ki further explanation kar rahi hai aur isko understand karna aapke liye bahut hi aasan ho jaega.

    Click image for larger version

Name:	grade8-pivot-points-range-end.png
Views:	21
Size:	64.0 کلوبائٹ
ID:	12492379

اب آن لائن

Working...
X