Doji candlestick pattern kia hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji candlestick pattern kia hai ?
    Aslamualaikum! Dear member main umeed karti hun k ap sab kehriyat sy hon gay, or market main best working kar rahy hon gy.dear jab ap market main kam karty hain to es main ap ko different factor par study karna hoti hai. Jab ap achi tara learn kar lety hain to es main ap ko bhot zyada advantages available hoty hain.Forex trading mai bohot sary pattern use hoty hain.Forex trading market ko multiple news positively and negatively affect karti hain jiski waja sa market main bahut zyda volatility possible hoti hai.candlestick pattern hamari decision making me humko bahut jyada madad karta hai. Agar market Mein Ham decision-making karna chahte hain, to ismein humko reversal candlestick ko acchi tarah learn karna hota hai. Agar market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain, to Ham Ko reversal candlestick se apni learning complete karke apni decision-making karni chahie.

    WHAT IS A DOJI CANDLESTICK PATTERN

    Dear member Doji candlestick pattern trading mein ziyada munafe ka baais ban sakta hai .is candlestick pattern ki istedad ko har qisam ke tajir mukhtalif time frames ke liye saraha jata hai.Doji jab market ek strong resistance level per yah candlestick banati hai, to ismein aapko hamesha samajh Jana chahie, ki ab market mein downtrend mein apni movement start hone lagi hai. Agar aap market Mein is candlestick ko acchi tarah soch samajhkar decision-making karte hain to aapko bahut fayda ho sakta hai.candlestick pattern aik aisi tashkeel hai jo is waqt hoti hai jab market ki khuli qeemat aur qareebi qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai.


    WHAT DOES A DOJI TELL TRADERS:

    Dear memberJab tanhai mein dekha jaye to doji ishara karta hai ke nah to khredar aur nah hi baichnay walay faida utha rahay hain - yeh Adam faisla ki alamat hai .kuch taajiron ka khayaal hai ke jab deegar mom batii ke namonon ke sath dekha jaye to doji anay wali qeemat mein tabdeeli ki nishandahi karta hai, lekin yeh hamesha aisa nahi ho sakta .yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke khredar ya baichnay walay jari rujhan ko jari rakhnay ke liye raftaar haasil kar rahay hain .yeh yaad rakhna zaroori hai ke doji candlestick itni maloomat faraham nahi karti hai jitni kisi ko faisla karne ke liye darkaar hoti hai .Doji candlestick chart pattern samait kisi bhi signal par amal karne se pehlay, kisi ko hamesha dosray pattern aur isharay par ghhor karna chahiye.


    TYPES OF DOJI CANDLESTICK PATTERN:

    Dear member Doji candlestick ki bht c iqsam hen jesy k common ya neutral doji, dragonfly doji, gravestone doji aur long-legged doji.

    Doji-Candlesticks.png

    1. NEUTRAL DOJI:

    Dear member Yeh doji candlestick pattern ki sab se aam qisam hai.jab khareed o farokht taqreeban aik jaisi hoti hai to yeh namona hota hai .yah candlestick banati hai, to ismein aapko hamesha samajh Jana chahie, ki ab market mein downtrend mein apni movement start hone lagi hai. Agar aap market Mein is candlestick ko acchi tarah soch samajhkar decision-making karte hain to aapko bahut fayda ho sakta hai.rujhan ki mustaqbil ki simt ghair yakeeni hai jaisa ke is doji pattern se zahir hota hai.

    . LONG-LEGGED DOJI:

    Dear member Jaisa ke naam se pata chalta hai ke yeh lambi tangon wala candlestick pattern hai.jab talabb aur rasad ke awamil tawazun par hotay hain, doji candlestick agar aap Ko kisi bare time frame mein milati hai tu uske sath Ek Achcha resistance level hota hai, to ismein aapko bahut Achcha profit mil sakta hai aur iski confirmation jyada ho sakti hai. Aapko is candlestick ko acchi tarah recognise karne ke sath iski application ko acchi tarah samajhna chahie,to yeh pattern hota hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.

    3. GRAVESTONE DOJI:

    Dear member Yeh pattern up trend ke aakhir mein paaya jata hai jab talabb aur rasad ke awamil barabar hotay hain.din ke kam honay par, candlestick khulti aur band hoti hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.Gravestone candlestick ko sabse pahle aapane acchi tarah identify karna hota hai, iske liye iski minimum body aur iski Shadow ko aapane note karna hota Hai. jab aap isko acchi tarah recognise kar lete hain to iske bad aapki decision-making aapke liye bahut aasan ho sakti hai. Gravestone doji candlestick ki body down ki taraf hoti hai and iski shadow upar ki taraf kafi lambi hoti Hai. Isko aap aasani se pahchan sakte hain.


    4. DRAGONFLY DOJI:

    Dear member Yeh pattern kisi downtrend k akhir mein zahir hota ha. Jab talab aur rasad ke awamil mutawazin hoty hen.agar aap Ko kisi bare time frame mein milati hai tu uske sath Ek Achcha resistance level hota hai, doji candlestick ko acchi tarah samajhkar trading karne wala trader hamesha bahut accha profit Hasil kar sakta hai. Iske sath apne account ko acchi tarah maintain karke nuksan ko kam se kam kar sakta hai. Lekin aapko hamesha doji candlestick ko acchi tarah pahchan kar apni trading Mein shamil karna chahie.to ismein aapko bahut Achcha profit mil sakta hai aur iski confirmation jyada ho sakti hai. Aapko is candlestick ko acchi tarah recognise karne ke sath iski application ko acchi tarah samajhna chahie.

    CHART IN ANALYSIS:

    Dear member agr ap market main doji candlestick ko achi tara samjhty hain.Kun k jab ap kesi topic ko samjna chahty hain to ap ko humesha apni learning complete karna ho gi jab ap market main different important analysis par completely study karty hain to ap ko maximum advantages available hoty hain. Ap ko agr Market main successful hona bai to ap achi tara focus krain, to us ki chart Explaination bhi zarori hoti hai es liye ap ko humesha ik achy point sy entry leni chahye.

    Doji_Candlestick-learnstockmarket24.jpg

اب آن لائن

Working...
X