scalping trading strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping trading strategy
    scalping trading strategy;


    scalping ya short side trading strategy kafe arsay say challay aa rahay hein es trading tarekay kar mein aik day kay andar chotay profit stock ke kai bar buy ya sell shamell hey aik trader aam tor par aisa karta hey jab woh kese trade say profit kama layta hey scalper woh trader hein jo trading kay es andaz ko estamall kartay hein or woh aik day mein 10-100 bar trade kar saktay hein takeh sab say kam profit kamya jay
    scalping ke apeal yeh hey keh yeh trader ko kam risk say 2 ya 4 karta hey or trading ke opportunity aik bare tadad paish krte hey kun keh yeh trader chotay profit ko neshana banatay hein es ley woh lalish say lar saktay hein serf responsible trade karna yad rakhen es point of view ke makboleat kay bawajod yeh kese bhe tarah say assan nahe hey trading mein kamyaabey ka rasta assan nahe hey
    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	3
Size:	101.6 کلوبائٹ
ID:	12492079

    Scalping;


    scalping aik strategy hey jo keh enter day trading chart par prices ke movement mein mamole tabdele ka neshana banate hey profit hasell karnay kay ley poray trading session kay doarn zyada entry or exit jana
    scalping ka amall day trading ke aik zaile kesam hey bohut kam holding period kay sath kai trades shamell hein jo keh chand second say lay kar minute tak hote hein woh jo scalper profit kamanay kay ley kai trade daily basis par kartay hein kunkeh woh etnay short period kay ley ohdon par faiz hotay hein woh kam risky hein kun keh woh short period kay ley entry laytay hein scalper aam tor par taiz hoatay hein kese khas pattern ko follow nahe kartay hein aik scalper aik trade mein short sell karta hey or dosra long term mein buy karta hey small opportunity on ka target hey scalper ka profit buy kay ley bid or sell kay ley ask ka estamal kartay hein
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	14
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12492078
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: scalping trading strategy

    Scalping Trading Strategy


    "Scalping" forex trading ka aik aisa tareeqay kar hai, jis ka istemal qeematon me choti tabdeelion se kia jata hai. Scalping strategy me musalsal aur pay-dar-pay trading hoti hai. Aik scalper trader ko sakht exit policy ki zarorat hoti hai, q k aik bara nuqsan doasre trading me hone wale tamam chote (small) munafay (profit) ko zaya kar sakta hai, is waja se scalping me trading k sakht discipline, trading plan aur strategy k sakht rules hote hen. In sab awamel aur achay trading tools k sath aap aik kamyab scalper trader ban sakte ho.
    Scalping trading kuch traders k leye bara dilchasp hota hai, q k ye tareeqay kar dosre analysis se kafi mukhtalif hai. Lekin kamyab trading karne k leye, aap ko market me munafa k mawaqay (opportunity) ki nishan-dahi karne k leye mukhtalif technical trading techniques ko sahi tareeqay se sar-anjam dene k leye experience ki zarorat hogi.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-06T213746.330.jpeg
Views:	4
Size:	37.6 کلوبائٹ
ID:	12359800

    Scalping Trading aik short-term trading technique hai, jis me qeematon k darmeyan faraq se muanafa khamane k leye din k dowran bar bar khareedo-wa-ferokht ki jati hai. Scalping strategy me low price pe buy karna aur high price pe sell karna shamil hai. Scalping strategy k leye liquidity ka hona bohut ziada zarori hai, q k smoth market ya sideways movement me kabhi bhi scalping ka amal sahi tareeqay se ya faida mand sabit nahi hota. Liquidity ye bhi yaqeeni banati hai k market me entry ya exit hone k waqat aap ko aik achah profit mele.
    Scalpers ka khayal hai k market k utaar-charo (volitilety) k nuqta-ye-nazar se small trading karna asaan aur kam riski hai, q k wo muqa zaya hone se pehle hi aik chota sa munafa hasil kar lete hen. Scalper trader un long term traders se mukhtalif hote hen, jin k traders bohut lambe arse k leye open hote hen, aur baaz awqaat to ye hafton aur maheeno tak bhi chalte rehte hen, jis se ye muanafa haisl karte hen. Jab k scalper ka mind setup mukhtalif hota hai, aur wo ziada arsa traders open rakhne ki bajaye small time me small profit se achah munafa hasil karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-06T214136.436.jpeg
Views:	2
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12359801

    Scalpers market me teen osool par kaam karte hen;

    1. Kam waqat k Market me rehna Kam Riski hota hai

    Scalping strategy me scalper market me kam waqat k leye trading karte hen, yani market me open trades ka duraneya bohut kam rakhte hen, is waja se in ka risk bhi kam hota hai.

    2. Kam Movement se Profit asaan hai

    Market me qeematon ka kam movement karne se munafa asani se hasil hota hai, bajaye aik trade ko ziada waqat k leye open rakhna. Market me supply aur demand ki waja se qeematen oper nechay hoti rehti hai, is se scalper asani se fauda hasil kar jate hen.

    3. Market me Small Movement ziada hoti hai

    Scalpers pur-sakoon market me bhi profit hasil karte hen, wo market ki choti choti up-down movement se faida mand hote hen, jab k long term traders is se bulkul kuch bhi hasil nahi kar sakte.

    Jab dosre trader jaise positioning trades market me trades k leye technical aur fundamental dono tarah ki analysis karte hen, un ki bajaye scalper market me technical techniques se faida hasil karte hen.

    Technical analysis me maojooda trend ko follow karne k sath sath qeematon ki historical data bhi shamil hoti hai, jis k leye scalper traders mukhtalif chart patterns aur technical tools ka istemal karte hen. Chart pattern aur qeematon ki historical movement se scalpers market ki agli mumkina tabdeeli ka result hasil karte hen.
    Scalper trader jo chart pattern ya timeframe ka istemal karte hen, wo sab se mukhtasir tareen hote hen. Agar aik day-trader aik din me panch (5) trading k leye M5 ka timeframe istemal karta hai, to scalper trader 10 se 100 trading karne k leye S5 (Five second) ka mukhtasir timeframe ka istemal karega. Trading ki is fast techniques ko hasil karne k leye, scalper trader kafi ziada technical tools ka istemal karte hen, jin me market ka "waqat aur ferokht (time and sell)", "buy", "sell" aur "cancel trades" k lain dain ka record shamil hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: scalping trading strategy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Halleema_Sultan پيغام ديکھيے
      scalping trading strategy;


      scalping ya short side trading strategy kafe arsay say challay aa rahay hein es trading tarekay kar mein aik day kay andar chotay profit stock ke kai bar buy ya sell shamell hey aik trader aam tor par aisa karta hey jab woh kese trade say profit kama layta hey scalper woh trader hein jo trading kay es andaz ko estamall kartay hein or woh aik day mein 10-100 bar trade kar saktay hein takeh sab say kam profit kamya jay
      scalping ke apeal yeh hey keh yeh trader ko kam risk say 2 ya 4 karta hey or trading ke opportunity aik bare tadad paish krte hey kun keh yeh trader chotay profit ko neshana banatay hein es ley woh lalish say lar saktay hein serf responsible trade karna yad rakhen es point of view ke makboleat kay bawajod yeh kese bhe tarah say assan nahe hey trading mein kamyaabey ka rasta assan nahe hey
      [ATTACH]59181[/ATTACH]

      Scalping;


      scalping aik strategy hey jo keh enter day trading chart par prices ke movement mein mamole tabdele ka neshana banate hey profit hasell karnay kay ley poray trading session kay doarn zyada entry or exit jana
      scalping ka amall day trading ke aik zaile kesam hey bohut kam holding period kay sath kai trades shamell hein jo keh chand second say lay kar minute tak hote hein woh jo scalper profit kamanay kay ley kai trade daily basis par kartay hein kunkeh woh etnay short period kay ley ohdon par faiz hotay hein woh kam risky hein kun keh woh short period kay ley entry laytay hein scalper aam tor par taiz hoatay hein kese khas pattern ko follow nahe kartay hein aik scalper aik trade mein short sell karta hey or dosra long term mein buy karta hey small opportunity on ka target hey scalper ka profit buy kay ley bid or sell kay ley ask ka estamal kartay hein
      [ATTACH=CONFIG]59180[/ATTACH]
      How Scalping Works

      Scalping traders Ki wo trading strategy Hoti Hai jismein traders small-time ke liye trading karte hain aur small profit Banakar Apne trade ko close kar dete Hain vah Sare traders Jo Apne trading carrier ko start kar rahe hote hain vah scalping Karke trading karte hain aur thoda profit banane ke bad apni trade ko close kar dete Hain is ko short term trading bhi kaha ja sakta hai.

      Lekin Jis Tarah traders ka experience increase Hota Hai hai vah apni trading ki abilities ke hisab se apni trading co improve Karte Hain aur short term trading yani K Nahin karte wo phr Apne trading experience ke hisab se apni trading ko improve karte hain aur long term trading ki taraf Jana Shuru kar dete Hain

      Jaisa ke new traders ke pass trading ka zyada experience Nahin Hota isliye new traders ko scalping Karni chahie aur jab Unki trading abilities improve Ho Jaaye aur unko market ka acche tarike se pata chal Jaaye to traders ko long term trading Karni chahie.
      منسلک شدہ فائلیں
      FRD 07 TRADING JOURNAL

      اب آن لائن

      Working...
      X