sourcess of learning forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Forex aik bara earning platform ha yahi reason ha ke trading seekhne ke laye bohat sare options hain demo trading sab se best ha demo per hum full trained ho skte hain ya phir internet se forex ke koi bh information le skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Forex trading aik buhat hi acha karobar he es karobar min hum ye bhi jante hin k agar hum kafi achi learning karin to hum es karobar min lagatar trading karin aur profit bhi earn karin. Hum learning k nateeje min es karobar se kafi bari traidng kar sakte hin. Humin achi learnign kar k acha benfit hasil karne ka moqa milta he yaahn pe.
      • #663 Collapse

        je haan forex ku learning karnay k liye ju source hain meray kiyaal mein demo es best and aur es k elwa pak forum be aik acha learning stage hai es question aur anser ku read kartay rahay
           
        • #664 Collapse

          bhai jan jis trah se hum demo account main practice kr skty hain na us trah se hum kahin b practice nahi kr skty. is main humain aghr loss b ho jata he na to wo b real main nahi hota or is main hum apni skills ko b improve kr ksty hain or humain bht kuch seekhny ko milta he is main se jis se hum real account main achi trade kr skty hain
          • #665 Collapse

            Dear forex ko sahi tarha se learn karne ke liye ap ko forex ki har aik basic cheez ko understand karna pare ga or har cheez ka sahi tarha se knowledge lena pare ga, ap ko net se bi forex se related articles search kar ke bohat sari information le sakte hain or yad rahe sab se best to forex ki pdf books hain un me to detail ke sath sab kuch likha hota hai, or jese hi ap ko basic thori si cover ho ap sath hi demo account pe kam start kar daen.
            • #666 Collapse

              ap ney bilkul tkh kaha hia demo account phr hum practical kr ke experience le sakte hia best platform hai learning ke liye aap wahan easily tarding karkey practice kar saktey
              • #667 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                ap agr forex trading sekhna chaty hen to demo account ec k liye boht acha platform hai jis me ap apny ideas implement k skty hen ..ec k elawa ap trading forums se bhi trading sekh skty hen ,..
                forex trading seekhnay ka best source demo account hai kyun k ap demo account k through bhari trade kar saktay hain or apko loss ka koi khoof b nai hota phir jub apko forex ka experience ho jay to ap apna real account khol k easily trade kar k profit earn kar saktay hain
                • #668 Collapse

                  Dear sir you are right keh demo accoutn is a best way for learning and practice, demo account say trading kartay waqat humian market ki movement ka pata chalta hay aor demo trade karty waqat hamara experience bhee barhta hay.
                  • #669 Collapse

                    forex ko sekhnay ka sab se bhter source hai web aur es mai pages aur mt5 forum aur pak forum aur insta ki web site
                    • #670 Collapse

                      The success of Forex trading is demanded from you personal and professional skills,you can got that professional by doing practice on demo account,the demo account is best plate forum for doing practice of trading with losing any money from your own pocket.
                      • #671 Collapse

                        Bohat say sources hai jahan say aap Forex ki learning kar saktay hain. Aap kissi forex learning institute say yeh business seekh saktay ho. Google per search karkay Forex ki books ko read kar saktay ho. Aur say fast aur behtar tareeka youtube per videos say aap ko mil sakta hain jahan say aap bohat jaldi Forex seekhnay kay mokay mil saktay hain.
                         
                        • #672 Collapse

                          g bhai ap ny bilkul sahe kaha ap ny agr tarading seakhny ha to demo account sy best jaga sy ap ko kahe b nahee mill sakti .demo account aik kisam ka teacher b kasay sakty hain.demo account aik behtareen platfom ha
                           
                          • #673 Collapse

                            Bilkul ap theek keh rahe hai ke ke forex trading ka learning ka best zarya demo account hai ap demo account use karke zyada se zyada forex ka business learn kar sakte hai aur is ke ilawa forum bhi bohat acha zariya mai forex ke learning ke liye ap yaha par bhi forex ke knowledge gain kar sakte hai.
                            • #674 Collapse

                              source for learning forex trading ya ek best platform hai is main ap ko moqa daya jata hai forex ko join karo au is main trading karna sakhko kasy ap trading kary gay forex ap trading ko learning k lay place hai is main apko kisy say trading ki zeroat nai hai ap forex ki vedio ko dehk ya forex ki site ko visite karo is main different brokers ki experience milta hai aur trading k bary main information mality ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                My dear friend mai abhi aik naya user ho forex forum ki dunya mai aur filhal forex mai sirf comments hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho aur abhi tak trading start nahe ki hai aur maine tu demo account ko hi best paya hai as a learning teacher.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X