point and figure chart pattern;
aik point or figure chart future bands ya commodities ya stocks prices ke movement banata hey es baat ka kheyal key baghair keh time kaisay spend hota hey chart ke kuch dsree eksam jaisay candle stick kese khas assert ke movement degree ko neshan zad karte hey jo keh price ke khas mekdar ke nomaindge karte hey
yeh chart pattern long period mein investor kay ley banaya geya hey point and figure chart ke kesam mein trading kay doran achay time period entry or exit points ka tayon karnay kay ley asaan tareen tarekon mein say aik hey woh har baat mein demand or supply ko nazar mein rakhtay hein or new trend ko nazar mein rakhtay hein point and figure chart mein jo cheez monfarad banate hey woh yeh hey keh yeh wakt kay guzarnay ka hesab nahe rakhta
trading with point and figure chart pattern;
tahum trader abhe es baat ka concept use kartay hein keh support or resistance kahan par hein o chart ke dosre types ka estamal kartay hein kuch ka kheyall hey keh support or resistance ke level , breakout point and figure chart par zyada wazah tor par bean kea geya hey woh sochtay hein keh yeh chart price ke chote movement ko filter karta hey or wrong breakout kay ley kam hasas hey
support level;
yeh woh level hey jahan par trader r investor ko yakeen hey keh support kay neshan ko marnay kay bad prices boland hona shoron ho jain ge jab trend reversal ya up trend ko shorn karnay kay ley 0 kartay hein to yeh trend ofke line say start ho jata hey
resistance level
Horizontal woh line dekhate hey keh jo keh resistance line dekhate hey jen ko point and figure chart pattern mein talash karnay ke zaroorat hote hey trend ke lines say pata chalta hey keh resistance ke paish raft high energy kay sath hote hey yanee baray volume or chezon ke taize say increase hote hove price kay sath resistance ko daikha jata hey