Forex k daily basis per barta huwa Fraud and Private account management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex k daily basis per barta huwa Fraud and Private account management
    Aslamulikum Umeed karta hu sub kahriyaat sy ho gaye Jaisa k hum sub janta hn k Forex aik aisa business han joh apki life change kar sagta hain Yeh aisa bussiness hn jis main humain logo kah muhtaaj ban kar kam nahi karna parta han hum iss main mehnaat kar k Aik kamiyaab trader ban sagta han or apni zarooriyaat ko pura kar sagta han.


    Forex ke Fraud:

    Duniya main koi asy chez mutarif hoti hn jis main Paisa kah lain dain ho toh Akalmand fraudiya be sargram amal ho jatye hn.Yeh Fraudiya Hud toh forex trading main nah kam hota hn iss liya degar zariyee nahroadu ko lutny k liya naye naye Products mutarif karta rahta hn.Post main chand Fraud kah zikar karta hn.

    Private Accounts Managers:

    Inn k Ishtihar barye purkash aur muntaki hota hn.For example Apko Forex ka Knowledge nahi hn Yehap k pas trading k liya waqat nahi hn toh fikar ki chandan zaroorat nhi humera pas tajarbakar Professional traders hn joh lamba tajarba rakhta han.Ap sarmayakari karye har month Apko towakoat sy bar k munafa diya jaye ga wagra wagra.bazahir Aisa Ishtihar Muntaki lagta hn magar Chand batye tawajo talab han.


    1- Ap inn logo ko janta tak nahi aur na he inn thk rasai mumkin hoti hn.
    2- Joh Accounts History apko dikhi jati han woh inn ki apni nahi hoti.
    3- Shuro main 2 yeh 3 month apko profit milta hn phir achnak sy gaib ho jatye hn.Farz karye ap trading main kamzor hn lakin achi money management sy joh nuksan ap 6 month main utatye hn woh inn accounts managers k hato 2 yeh 3 month main he utha lata hn.Iss kah yeh matlab nhi k tamaam Account managers aik jaisa hota hn.bilashuba Kuch Acha be hota hn nehaiyat imandar or wakyie Professional be hota hn magar aisa logo ki pahchaan kaisa ho?

    Han Agr ap kisy ko kafi arsy sy janta ho or iss ki trading sy mutmain ho toh barosa kiya jaa sagta hn magar asy surat main be apni jamapunji kah 10 15% sy zada hawalay nahi karna chahiya Q k agr woh shakas wakiye Professional hn toh thora sa sarmaiya be aista aista bar jaye ga Yaad Rakhiye baki kamoon ki tarah forex main be laalach apka sub sy bara dushman hn.Abhi thk duniya main aisa trader paida nahi huwa jis ki tamam trading positive hui ho.




اب آن لائن

Working...
X