Explain Mat Hold Candlestick Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Mat Hold Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum dear members Umeed karta hun kya aur sab khairiyat se Honge aur acche se trade kar rahi hun ki sirf pattern ke bare mein age study Karne Wale Hain ya Ek bahut hi important candlestick pattern Hai price action Mein spectrum ki bahut jyada demand members g main aj pake sath ek bht hi important topic share kr rahi hon jo k mat hold candlestick pattern k vare main is tarah is pattern main Bullish and Bearish dono k bare main alag alag btya gya hai is tarah main apko is k bare main detail sy btati hon k ye pattern humy kya faida deta hai or is ko study kr k hm ktna faida utha skhte hain trading main so main apko is l bare main proper information deti hon .

    Mat Hold Pattern
    members to ye pattern trend k continuous ko indicate krta hai is pattern ka ye kam hai k trend ko indicate krna .ye pattern bullish and bearish dono me ho slhta hai . Is main bullish ek bary trend sy shuru ho slhta hai . Or is main ek high gap hota hai or 3 candle small down chlti hain .ye candle sy humesha up rahygi ye ek long big candlestick hoti hai . Ye phr dubara uptrend main chli jati hai or trend phly sy hi automatically uptrend main ho hota hai is tarah mat hold candlestick pattern uptrend main hota hai jo k is bt ko confirm krta hai k downtrend phr strt hone lga hai is tarah prices down hoti rahygi or buying and selling kr skhte hain is tarah short position py stoploss set kia ja slgta hai is patron Mein Panch candlesticks hoti hain Ek candlestick Sabse Badi aur uske bad 3 candlesticks joke sal ki candles hoti hain aur uske sath Hi Ek sabse Chhoti candlestick hoti hai

    Mat Hold Pattern ki pehchaan
    Har candlestick pattern ki zroor identification hoti hai is sy hm pattern ko easily understand kr skhte hain is tarah is pattern ki bhi identification hai jo main apke sath detail sy share krti hon . Jesy k ako pta hai k ye pattern commonly used hone wala pattern hai is tarah humy isko deeply study krna hota hai tab hi hum isko study kr k successful ho slhte hain . Ye pattern 4 candlestick sy mil kbnta hai . But bullish trend main 3 candles hoti hain ye down candlestick ki tarah move krti hain is tarah har pattern ko identify krna bht zroori hai .


    Types of pattern .
    Is pattern ki 2 types hain har pattern main ye hi bullish candle and bearish use hoti hain is tarah mat hold candlestick pattern main bhi ye Candlestick use ho rahi hain jo k main apko is k bare main detail sy btati hon .

    Bearish Mat Hold Candlestick Pattern .
    Bullish Mat Hold Candlestick Pattern .

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	4
Size:	1.9 کلوبائٹ
ID:	12491707

    Bearish Mat Hold
    members to pattern main iski second candle bearish hoti hai or ye pattern bullish k opposite move krta hai us k opposite bnta hai is ki bhi first candle bearish hoti hai market main down move krne main kamyab ho jati hai is tarah main center wali candles bullish hoti hai jo market ko stable krti hain is tarah is ki 3 candle first k high point py move krti hai .

    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	11
Size:	731 بائٹ
ID:	12491706

    Bullish Mat Hold
    Bullish mat hold candlestick pattern main first candle bullish ki bnti hai or iski body large hoti hai or is k ilawa 3 candle small hoti hai middle wali bearish hoti hain or us k bad last wali 4 candle phr bullish large real body hoti hai middle wali 3 candle small hoti hain . Phr last wali candle pattern k high point ko manage kr k successful ho jati hai .

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	9
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12491705

اب آن لائن

Working...
X