Trend identification and importance in forex trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend identification and importance in forex trading....
    Market mein Trend ke sath trading karna hamare liye bahut jaruri hota hai aur Market ka trend hamesha ek jaisa Nahin hota Hai market mein trend change bhi ho jata hai hai isliye hamen trend ko samajhna padta hai kyunki market mein hamari kamyabi Trend ke sath hoti hai agar ham friend ke sath trading karen to tab hamare liye kamyabi hai aur agar ham market mein Trend ke sath trading Nahin karte Hain to fir hamare liye kamyabi Nahin Hoti Hai isliye hamen market ke trend ko samajhna padta hai kyunki market ke trend ko samajh Kar hi ham kamyab ho sakte hain iske alava hamare liye kamyabi mumkin Nahin Hoti Hai isliye market ke trend ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai.

    Definitionof trend:

    Market job upar ya niche ki simt men movement Karti Hai to ham usko market ka trend kahate Hain.simple words main trend market ki kisi aik direction main movement ko kehty hain. Market trend ko follow krty howy trading krna aik asi strategy hai jis ko follow kr k ap profitable trade kr sakty hain. Market trend retracement complete karny kay bad, market apni long term trend main movement start krti hai. market ke turant ki identification karna hamare liye bahut jaruri hota hai tab hi ham market mein correct order le sakte hain.

    Trend identification:

    Market trend ko identify krny k liye different important indicator aur tool use hoty hain, jin say ap market trend ko find out kr sakty hain. market ki identification karna hamare liye bahut jaruri hota hai kyunki without identification ke hamen kamyabi Nahin mil paati hai.

    Moving average:

    Market ki identification karne ke liye moving average ek bahut hi simple indicator hota hai aur ham bahut hi aasani ke sath market ko trend ko identify kar sakte hain isliye hamen jarur moving average ko istemal karna chahie kyunki iske istemal se hamen market ke trend ki identification bahut hi aasani ke sath ho jaati hai aur ham market mein uptrend ya downtrend ko analyse kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	3
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12491695


    Trend line:

    Trendline ke sath trading karna bhi hamare liye bahut important hai aur ham bahut hi aasani ke sath market mein trading kar sakte hain trend line ek aisa tool hota Hai jab ham market ke price chart Patra karte Hain to ham bahut hi aasani ke sath market cut rent identify kar lete hain aur ham aasani ke sath market me trading kar sakte hain isliye market ke trend ko identify karna hamare liye bahut jaruri hota Hai.


    Click image for larger version

Name:	download (14).jpeg
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12491694

    Trading in Trend:

    Market mein hamen always hi trend ke sath trading Karni chahie jab ham market mein Trend ke sath trading karenge to tab hamen success milegi aur agar ham market mein friend ke sath trading Nahin karte Hain to fir hamare liye success bhi possible Nahin Hoti Hai, Jab ap ko market trend selling ka milta hai to ap ko buying trade se avoid karna chaiye. Aur ager ap k pass already buy trade open hai to usy close kr dain ya proper stop loss lagain. Isi tarah selling trend main hamesha ap ko selling trend per hi focus karna chaiye. Kbi b trend k opposite trade open nhi karni chaiye. Market analysis kar k aur trend ko judge kar k he trade open karni chaiye.

    Trend Importance:

    Hamari trading main trend ko bahut jyada importance Di jaati Hai kyunki jab tak ham friend ke sath market mein trade Nahin karte hain tab tak hamare liye success Nahin Hoti Hai isliye hamen trend ko find karna bahut jaruri hota hai aur tab hi hamare liye success possible hoti hai.
    Agar forex trading market me ap ko long term trend ka pata chalta hai, to ap trend ko follow krty howe kam waqt main ziada profit hasil kr sakty hain. Forex trading me trend hi ap ka friend hota hai. Ager ap trend ko follow nai Karin gay to ap ka account wash bi ho sakta hai. Isi lye market trend ko proper understand karain, aur skills develop karain jis ki madad sy ap market movement ko better judge kar sakty hain. Aur trend ka better idea lga sakty hain. Agar trend ko better judge kr lia jaye, to timely decisions liye ja sakty hain aur achi earning ki ja sakti hai. Is tra risky trades sy avoid kar k acha profit earn kar sakty hain.

اب آن لائن

Working...
X