learning in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    aap sehi keh rehay hai k ager ham sirf trade legana chahay tou wo bohat hi ziada aasan hota hai lakin ager ham forex ko seekhnay ki koshish keray tou ham is ko boaht lambay arsa k bad toura sa seekh patay hai is liye ziada tar traders forex main kam hi nahi kertay hai. ya is ko jald hi chour daitay hai aur jo is ko sehi say seekhtay hai wo is main zaroora kamyab hothay hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      learning is always essential throughout the trading in forex because if you are not doing well in trading then you can make it happen for you with the good learning process, forex is a learn to earn business so always focus on learning not on earning
      • #1188 Collapse

        An important tip. But to this I have to add - on the way to determine what a trader wants to trade in general, to understand that it is ours, it is close to us ... and then we can begin to create a ton, because in such a case and returns, interest will help to improve the system, and it is very important.
        • #1189 Collapse

          Gee bhai aap ne bilkul sahi kaha he forex trading karna bohat easy he lakin seekhna Bohat mushkal he is ki waja yah nahi kah forex bohat mushkal he is ko koi seekhane wala nahi milta is ka training center nahi he agar ban jae tu forex se assn koi business nahi
           
          • #1190 Collapse

            g meray khyal sa koi b business ho us m takleef to hoti ha din rat kam karna hota ha phir ja kar aap mutmyan hotay hain forex trading karna itna asan b nhe ha
            • #1191 Collapse

              Jee han mere dost forex trading ko seekhna waqai aik bahot hi mushkil kam hae kiunk ye aik bahot hi mushkil aur complicated subject hae magar admi jab irada kar leta hae to mushkil nahee rehta hae.
              • #1192 Collapse

                yes you are right forex seekhna mushkil hai aor trading karna asaan hai lekin ye jab hi asaan hoti hai jab forex ko learn kar lia jaata hai
                • #1193 Collapse

                  forex ki trading business mein hum ache earning karnay kay liye hamary liye zrori hai kay hum fully learning with practice on demo trading account karein so guys do it now for earning.
                  • #1194 Collapse

                    yes dear great ap na kaifi acchi batn ke hn dear real mn market ka ander kam krna ka liya ap na yeh daikhana hota ha ka market ka ander kam krna wala logon ko kb and kon c chez ko kiss waket watchout krna ha and kiss time pr in chezon sa dor rehna ha dear so es ka liya bh kafi learning ke zroret hoit e ha dear
                    • #1195 Collapse

                      insan her time kuch na kuch learn kr raha hota hai jis tara k trading k kaam main humy her tafa ik new way say guzarna parta hai jis main market ki movement new hi hoti hai jis say humy kafi sari new baatian samjhny ko milti hain
                      • #1196 Collapse

                        g sir forex trading ki training hasal karna bohat zaida hard hay es kay liay hard working say demo account main practice ki zaroorat hoti hay, and regular maximum time forex trading per spent karna zaroori hay. jab tak good knowledge and good experience hasal nahi hota trader earning hasal nahi kar sakta.
                        • #1197 Collapse

                          Yes learning in trading kyoun k forex ek bhot mushkil business hai koi asan business nahe hai is lye humen forex ko daily learning karty rehna chaye or update rehna chaye and learning is nessary
                          • #1198 Collapse

                            trading me learning ek ahm cheez howa karti hoti hai jitni zyada hum trading me learning ko le kar barhtay hain utnay he achay trader ban patay hain or utnay he achay wakat ka takaza ho ta hai hamesha say he khud ko acha sabit kar k chala kare tab he kuch mill pata hai.
                            • #1199 Collapse

                              Kisi b kam ko krne k liye us ki learning bht e zeyada ehmiyat ki haamil hoti hai. Isi tarah forex business main kamyab hone k liye humain zeyada se zeyada learning krne ki zarurat hai. Humain different sources se forex ki learning krni chahiye like Pakistan forex forum, Demo account practice and business news websites etc.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                jnab hum jab traidng karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr success hasil karni hay to huamin is main demo main learnign kanri ho gi ta kay huamin trading main loss nai ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X