What is Golden cross and Death cross
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Golden cross and Death cross
    Explanation of Gden cross

    Trading mein Golden cross moving average indicator kiye kaisi strategy Hai jismein ham ek indicator 200 value ka istemal karte hain aur dusra indicator 50 moving average hota Hai ine donon indicator ki combination se ham market mein Golden cross cross ko identify karte Hain, market mein Golden cross waqt banta Hai jab 50 ka moving average niche ki taraf se 200k moving average ko upar ki taraf kharash karta hai hai to tab ab ham isko Golden cross kahate Hain agar ham Golden cross ki practis kar lete hain to yah hamare liye bahut hi beneficial ho sakta hai isliye hamen ise market chart per jarur find karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	images (87).png
Views:	18
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12491566

    Death cross

    Trading main death cross be moving every se banta Hai jab ham 2 different values ke moving average ko dekhte hain to unse market mein death cross banta hai death cross bhi Golden cross ki Tarah 200k moving average aur 50 ke moving average key combination ke sath banta hai agar market mein main 50 ka moving average upar ki taraf se a 200 ke moving average ko niche ki taraf kharash karta Hai to tab ham market mein death cross kahate Hain aur tab market mein main selling shuru ho jaati Hai market mein death cross aur Golden cross bahut hi kam bante Hain lekin jo hamari trading ke liye bahut important hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (88).png
Views:	17
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12491565

    How we trade with Golden cross and death cross:

    Golden cross aur death crosspay trading karna bahut hi aasan hai hamen pahle market mein Golden cross aur death cross ko analyse karna padta hai hai tab hamen spare trading kar sakte hain job 50 ka moving average 200 ke moving average ko upar se niche ki taraf cross karta Hai to vah hamara death crush ban raha hota hai aur use time market mein selling opportunities hoti hai aur ham market mein main sell Ka order open kar sakte hain.
    aur ISI Tarah se agar 50 ka moving average niche ki taraf se a 200 ke moving average ko upar ki taraf Taraf karta Hai to tab use waqt Golden cross hota hai aur tab ham market mein main ham buying opportunities ko dekhte hain aur use waqt market mein ham bahut hi aasani ke sath open kar sakte hain aur market se fayda utha sakte hain. Is Tarah se hamari trading bhi kafi aasan ho jaati hai aur ham market mein main profitable trading bhi kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X