What is parabolic SAR indicator and it's trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is parabolic SAR indicator and it's trading strategy
    Hello All member kesy hain Ap umeed karta hun k sab kheriat se hungy or achy se trading Kar K Acha profit earn kar rahe hungy agar Ap forex k karobar main kamyab hona chahty hain to apko es karobar main seekhne ki zarorat hai eski strategy or eske knowledge ko
    . Jab ap ik achy experience k sath kam kar rahy hoty hain to ap ko acha profit milta hai. Ap ko humesha ik achi learning or ik achy experience k sath kam karna chahye, Aj mai ap ko parabolic stop and reverse k related important information share karna chahti hun jis ko ap understand kar k apni trading main shamil kar sakhty hain.


    REVERSE INDICATOR PARABOLIC SAR
    Members parabolic essay are is a trend reversal indicator market Mein trend reversal ko identify karne ke liye is indicator ka use Kiya jata hai bahut hi simple indicator Hai Jisko aap bahut hi easily learn kar sakte hain aur bahut acchi trade is Hasil kar sakte hain Parabolic Stop And Reverse (SAR) aik trend following indicator hai, jo kay price reversal ko identify karny kay liey istemaal kiya jaata hai. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur es ka sath sath ye trailing stops ko place karny main bhe madad karta hai.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	9
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12491441

    members pic main dekh sakty hain ky jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to is baat ka matlab hota hy ky trend tabdeel ho raha hy. Aur ye wakt behtareen hota hy ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain is indicator k signal ko bhi bhout carefully istemaal kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain


    OPTIONS OF PARABOLIC:
    Dear Parabolic Stop And Reverse ko dekhny kay liey chart par aapko series of dots ya dashes nazar aain ge, ye dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko band kar sakty hain.

    TECHNICAL ANALYSIS OF CHART
    Dear Forex members Jo series of dots aapko chart pe nazar aaty hain wo chartbpe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain jab market uptrend main hoti hai. Aur esi tarha jab market downtrend main hoty hai to dots aapko price action kay oper nazar aaty hain. Jab aap technical analysis mid-market chat ko dekh rahe hote hain to agar aap indicator add kar lete hain to market Mein technical analysis aur Market ki values ko conclude Karke aapko market Trend ke bare mein information parabolic Aise are bahut acche se deta hai

    HOW TO TRADE PARABOLIC SAR INDICATOR
    Dear forex members Jesa kay humhain maloom hai kay har trend ka end zaroor hota hai aur trend tabdeel hota hai. Jesy he marjet price reversal kay qareeb jaati hai parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hai. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hai to es baat kay chances hoty hain kay trend badalny wala hai.

    NECCESREY
    Dear Jesa ky ap uper dee hui tasveer main dekh sakty hain kay jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to es baat ka matlab hota hai kay trend tabdeel ho raha hai. Aur ye wakt behtareen hota hai kay apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa kay baki indicators ko money management sy use karty hain ess indicator k signal ko bhe dheyaan sy istemaal kiya jaay. Parabolic is a good indicator and you can include in your trading strategy importance after trading strategy may I see agency KR Market to me in home aur aap trend Gate against trade Lagane wale

    DETAILS
    Dear market main jab ap kam karty hain to apko ik achy experience ki zarorat hoti hai. Jab ap different factors par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Indicator ap ko bhoy zayda madad dety hain ap ko ik entery achi mail jati hai. Parabolic indicator b ik esa indicator hai jis ko ap easily apni trading main shamil kar k apni trading ko successful bana lety hain.Parabolic SAR indicator market k trend k mutabiq dots ki sorat me move karta hai. Jab bhi aik trend reversal hota hai, to us point pe indicator bhi apne dots chart k mutabiq shift karta hai, lekin yahan pe ye point note karna chaheye, k agar ye dots opposite trend me teen se ziada hone lagay to market se exit kar jayen, lekin short fake reversal signal se bachne k leye kam az kam teen dots tak ka intezar zaror karen. Koi bhi indicator 100% accuracy Nahin Deta Hai indicator aapko market mein Main Market situation ke bare mein information deta hai apni trading strategy mein kisi bhi indicator ko add Karke aap acche signals cricket kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	5
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12491443

اب آن لائن

Working...
X