Dear forex market main hum jab kaam kar rahy hoty hain to is main hum dekhty hain k humain is main proper learning karna hoti hy aur humain is main knowledge hasil kar k is market main kaam kaarna hota hy. Keun k agr hum is main without knowledge aur without learning koi bhe kam karin gy to is sy humain loss hoga agr market main kamyaab hona chaty hain ti is mian learning karin aur trading ke practice karin. Dear market main hum dekhty hain k jab hum is main technical analysis kar rahy hoty hain to chart par hmary pas bahot zyada different chart patterns aur candle sticks patterns ban rahy hoty hain jinko humain samjh kar trade karna hoti hy. Agr hum in candlesticks k bary main achy sy knowledge rakhty hain to humain asani sy inki samjh aa sakti hy.
Head & Shoulder Pattern:
Dear forex main hum dekhty hain k ye pattern bahot he famous hy aur bahot zyada market main use ho raha hota hy. Ye ik trend reversal pattren hota hyb jok market k current trend ko change kar deta hy aur market ka trend change ho jata hy. Is pattern ko dekhny k liay apko market main candles sy bany wali shapes ko dekhna hota hy. is main market ik apna High lgati hy aur markt nechy support sy uthti hy aur us high ko break karti hy aur apna second high lgati hy jok previous high ko cross karta hy isk bad market down ati hy aur usi previous support sy uthti hy lakin is bar market sy wo high break nahi ho pata aur market down aa jati hy. Phr market down aty he us support ko break karti hy jisko Neckline kaha jata hy usk retest par ap apni trade open kar sakty hain.
dear jab ye pattern banta hy to is main apk pas candlesticks sy jo chezain banti hain wo ye hain:
Right Shoulder
Head
Left Shoulder
Neckline
Dear jab ye chezain apko dekhny ko milti hain to inki madt sy ye pattern complete hota hy.
Trade on This pattern:
Dear is pattern par trade kany k liay apko sub sy paehly is main market ka trend dekhna hota hy aur isk bad apko market main wo jaga dekhni hoti hy jahan ye pattern ban raha hota hy. ye pattern jab bhe bany ga ya to kisi bh resistance par bany ga ya phr support par bany ga aur jo pattern support par banta hy usko ap*Inverse Head & Shoulder*pattern kehty hain. is main apko neckline k breakout aur retest k bad trade karna hoti hy aur isk bad apko stop loss aur take profit lgana hota hy.
Market Trend:
Dear is main sub sy pehly apko market ka current trend dekhna hota hy keun k ye aikl trend reversal pattern hota. Apko market main candles ke shaps ko dekhna hota hy jisy apko market main is pattern ka pata chalta hy aur ap trade kar sakty hain.
Neckline Breakout & Retest:
Dear apk pass jab bhe neckline break hoti hy hy isk breakout k bad apko trade karna hoti hy keun k agr ap confirmation k bad trade karin gy to is sy apki trade safe hoti hy aur loss k chance bahot kam hoty hain.
Take Profit:
Dear is main apka take proft market ke next support ya resistance bhe ho sakti hy aur dosra ap is main ap neckline aur Head k darmian jo size hota hy jitny pips ka gap hota hy is main ap apna take profit itna rakh ssakty hain.
Stop Loss:
Dear jesaa k apko pata hy k ap jab bhe koi trade lgaty hain to apko is main apni trade k satyh stop loss lgana hota hy us sy apki trade safe ho jati hy aur apka account wash nahi hota. Dear head and shoulder pattren mainn apka stop loss Shoulders k oper hota hy ya phr ap ap neckline k oper apna stoploss rakh sakty hain.
Inverse Head & Shoulder Pattern:
Dear ye pattern jab bhe banta hy ye market support par bany ga aur market k down trend k bad bany ga. Jab market downm movement kar rahe hote hy to market ke ksi bhe strong support par ye pattern bany ga aur is pattern k bad market k up jany k chance ban jaty hain jisk main ap apni buy ke trade open kar sakty hain.