qualities of a successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Oh yeah brother, the characteristics or required qualities listed in your thread are indeed bases of Forex Trading business i.e. experience, knowledge, trading skills and also planning but let me add few more to the list: Patience, Foresight, Power of Decision making and Ability to Admit Mistakes...hope you will agree..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      Dear aap nay achi qualities bayan ki hane or iss kay sath sath market analysis, news par nazar or us kay paas acha backup bi zarori hay qune kay market ka koi andaza nahi hota kay wo kiss wakat over flow hojaya. over flow hojanay ki soorat may hamara backup hamaray kaam aata hay.
      • #873 Collapse

        aik acha trader hamesha is main market ko diakh kar hi is main trade karta hai or us ko market k baray main pori tarha say information hoti hai is say wo is main theek say profit hasil kar sakta hai or is say earning kar sakta hai
        • #874 Collapse

          aik acha aur succesful trader wohi hota hai ju es mein cool mind rahay aur forex mein kam kartay howay greedy aur jaldbazi na karay aur small volume se trade karay
           
          • #875 Collapse

            [QUOTE=funnybunny;542276]following are the characteristics of a successful trader
            1. experience
            2.knowledge
            3.trading skills
            4. planning[/QUOTE

            G bhai jan ap ne sahi kaha hai is main koishak nahi hai bhai jan P ko forex main agar ear. kar na hai to bhai jan ap ko in chezo ki zaroorat to barti hi hai bhai jan our ap ko is ke ilava bhai jan luck ki bhi Aroorat barti hai our sabar ki bhi.
            • #876 Collapse

              dear ap ne bilkul theek kaha hy ke ak successfull trader banne ke lie ap ko sab se pehle proper experience r knowledge ke sath sath learning hasil karni chahye ta ke ap ko bad main kisi kism ki pareshani na ho
               
              • #877 Collapse

                g han bhai jan ap ne bilkul thk kaha me ap ki bat se agree hun 1 achy or kamiyab trader k andar yehe khubiyan hoti hen or inhe khobiyon ki waja se wo kamiyab hota h.
                • #878 Collapse

                  dear ap ne bilkul theek kaha hy ke ak successful trader banne ke lie ap ke pas proper knowledge ke sath sath ap ke pas proper experience r learning honi chahye ta ke ap ko trading karne main problem na ho
                   
                  • #879 Collapse

                    i agree with u ak achay trader mai ye sab batay hona bht zarori hai knoeledge k bina ap prectice nahi ker saktay or prectice k bina ap experience nahi gain ker saktay .ager ap k pass gud trading skills nahi hai tb b ap achay trader nahi ban saktay .
                     
                    • #880 Collapse

                      we can make sucessfull our self in forex by hard working with knowledge and good experince forex meey learning leena aur baad meey iss peey amell kerr keey work ko serr injaam deena bohet hi ziadaa faidaa mendd sabit hoota heey jitni dair tekk aap complet jaan nahi jateey next work naa kareey
                      • #881 Collapse

                        first and main thing a successful trader have is never give up attitude because if they have this attitude they can get knowledge properly and uses their skills to analyze and trade successfully and even if not successful their never give up attitude helps them to build up their spirit and try again.
                        • #882 Collapse

                          yahi baat agar logun ko samjh a jati to aj 95% log nuksan na kar rahy hoty. or is ki percentage 50 tak to hoti magar hamary andar sabar nai hai ham jab tak aik cheez ko seekhen gan nai to ham kaise trading kar sakty han ? yahi baat hai k hum log fail ho jaty han.
                          • #883 Collapse

                            yes your right dear forex trading business me apko aik kamyab trader banny ke lye bohat ziada knowledge experience or bohat achi planing ki zarrurat hoti hai tabhi ap achy trader ban sakty hain .
                            • #884 Collapse

                              successful trader ki achi quality kay woh greedy nahi hotay hy aur agr ap log forex mein good trader banna chatay ho tu aap ko demo practice karni parey gi kiyon kay demo practice sey ap forex ko samjh saktey hay aur market analaysis bhi kar sakay gayn kiyon kay yeh aik risky business hey aur is mein loss bhi hota hey .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                my dear is field ma kam karny ky ly humy is field ma knowledge ka hona zaruri ha or is ma humy ak to knowledge ho ga to humary experences ma azafa ho ga or is ma hum practice kary gy to humy market ky bary ma malumat hasil ho ge or is sy humy propeht hasil ho ga or ak acha propeht hasil kar saky gy.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X