Bearish and bullish harami candlesticks details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish and bullish harami candlesticks details
    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko important candlestick pattern k related important information share karna chahti hun. jis ko samjh kar ap asani sy trading kar sakte hain aj main ap ko important Bullish Harami Candlestick pattern k related important information share karna chahti hun.. Jis topic ko Janti karne Ja Rahe Hain Hua Hai be a risk for bullish Harami candle Ek bahut hi important candle Hai Jo Kis port aur resistance level per banta hai


    INTRODUCTION HARAMI CANDLESTICK
    Harami Candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo market main bullish aur bearish short term single produce karta hai. Harami Candlestick pattern price action ke direction kay hisaab say bullish ya bearish consider hota hai.ap ko humesha soch samjh kar kam karna hota hai or planning k sath trading karna ho gi, agr ap jaldbazi karty hain to ap ko loss b ho sakhta hai. Harami candlestick pattern 2 candlesticks par mushtamil hotaa hai. 1 candlesticks bullish aur dosri bearish hoti hai aur es hisaab say market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jaata hai. Neechy dee gai tasveer main aap bullish aur bearish Harami pattern dekh sakte hain.

    BULISH HARAMI CANDLESTICKS
    1. Downtrend Ka aghaz karta hai
    2. Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai
    3. Bari bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai
    Yah Ek double candlestick pattern Hai jismein Ek bearish candle aur dusri bullish candle banti hai to yah pattern complete Hota Hai

    Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	40
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12490698

    BEARISH HARAMI CANDLESTICKS
    . Uptrend ka aghaaz karti hai
    2. Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay
    3. Dosri candlestick choti aur bearish hoti hai

    Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	3
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12490699

    BENIFITS OF BULLISH AND BEARISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN
    Dear friend Harami Candlestick pattern dono bullish aur bearish signals muhaiyah karta hai aur ye signal candlestick pattern kay zariye pehchaany ja sakte hain kay bullish hain ya bearish. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay eurusd pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua haiNeechy dono pattern ke tasaveer aur details main aap kay sath share karne jaa rahi hun jis main ye pattern aap clearly dekh sakte hain.


    FINDING OF BULLISH AND BEARISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :
    Dear friend Jesa ky oper dee hui misaal main apne dekha kay bullish Harami pattern banny kay baad kiss tarha market ny move kiya to same ussi tarha market nay bearish pattern banny kay baad bhe matket ke movement dekhai hai. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.Oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay EURUSD pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua hai. Lekin ess baat ko bhee mad-e-nazar rakhna chahey kay tamaam Harami pattern reversal ke taraf ishaara nahi karte.

    DETAILS
    Dear agr ap successful trading karna chahty hain, to Forex market main ap ko proper judgement karna hota hai jab ap different factors par study karty hain to market main maximum advantages available ho sakte hain. Jesa k diey huy chart main clear uptrend dekh sakty hain aur aur higer lows ko connect kar ka trend line lagai gai hai. Agr ap bullish harami pattern ko achi tara study karty hain to ap best entry par trade laga kar acha profit bana sakhty hain.

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X