timming of a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    ji han ye ap ko trend dekhne kay bad samajh ata hai kay ap ne sahi time kab hai jis par trade lagani hai, daily pair ups and downs banata hai aur specific point par ja kay rebound karta hai, tu ye perfect timing ap ko technical analysis se mil sakti h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      news sy deakh lo aur forex ke timing ka andaza laga ho pir apko pata chaly ga timing ka . aur trade ke timing ka is thran pata chalta hy wasy is ka koi time fix nai hy. koi kuch nai keh sakta.
      • #708 Collapse

        Forex trading mai timing ka bohot amal dhakal hai her 30 inutes mai koi na koi news aati rehti hain jis sai hum faida bhi utaty hain or kai dafa loss bhi hota hai
        • #709 Collapse

          jee aap ne bhut achy baat ki hai k forex mein trading karna k liay time bhut ziada matter karta hai kyun k forex mein jo bhi acha acha trader hain wo forex mein right time k wait karta hain kyun k agar hum forex mein wrong time mein trading karta hain tu per humri trade loss mein chali jati hai.
          • #710 Collapse

            Ye market to 24 hours open rehti he aur es min har waqat harkat rehti he jeise jeie humari malomat min ezafa hota jata he hum ye samjhne lagte hin k kis time pe market move kare gi aur kis simat min movement kare gi phir hum ziyada knowledge aur experience ki bunyad pe aur bhi ziyada earning kar sakte hin. To humin apni malomat aur experience ko use karna chahye es silsile min.
            • #711 Collapse

              bhi forex ka koye time nye hota ap kase be time trading kr sakty hey or forex me kabi be kasi be time trading kr sakty hey ye ap k lya acha hu ga or or ke luck pr dapend krta hey
              • #712 Collapse

                Forex trading ohat hi risky businesss hai ap ne sahi kaha hai ka humy timing zaror dekhni chahye kun ke agar sahi time par hum trend find kar ka trading karain gain tab hi hum iss business se proift earn kar sakty hain.
                • #713 Collapse

                  trading k liay timing ki bi importance ha jo k meray hayaal me pakistani time k mutaabik daily pair ups and downs banata hai aur specific point par ja kay rebound karta hai
                  • #714 Collapse

                    bhai ap ny boht achi bat kahi hai k hum ko jub b trading krna ho us sy pehly trading market ki history ko lazmi dekhna chahey ta k market ka pata chal jay k market kis trf sy kis trf ja rhi hai.
                    • #715 Collapse

                      kam koi bhi ho us mein time ki bht importance hoti .or trading mein bhi time ki boht importance he.agr ap sahi wkt pr trade ni lgayen gy to loss hoga .agr markrt k hisaab se trade lgayen gy to ap profit kama skain gy.
                      • #716 Collapse

                        ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may timing ki bohat zayada ahmiat hay agar aap sahi time per trade lagao gay yani dekho gay kay market ka trend kya chal raha hay us kay mutabik trade lagaye to aap forex may kamyab ho saktay ho.
                        • #717 Collapse

                          jee haan bhai bilkul sahi kaha hai apne main apki baat say toh agree karta hun or wese bhi mere mutabik humain market kay trend ko hamesha dekhna cahhye takay agay ja kay humain koi heavey loss na ho.
                          • #718 Collapse

                            I agree with you, I think it is all depend on analyses, if we will analyse the market then we can easily be able to know that when to open a trade and when to close it./
                            • #719 Collapse

                              well trading karnay kay liyakohi time achia nahi ya app kahi bhi kafi bhi kar saktay ho magher app koa daka paray gha kay market kab raz hai jabhi app trad karo tu zayada profite ho juldi rofite ya loss ho saktya han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Dear is business me trade k liye koi timing ki zarorat nahi hoti ha hm jb chahye tb is business me trading kar sakty hain or is business se achi earning kar sakty hain isi liye ye business hmary liye 24 hours hi aik bht acha business haa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X