Trading with piercing candlestick pattern....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with piercing candlestick pattern....
    Candle stick ke different patterns per trading karna hamare liye bahut hi useful ho sakta hai isliye hamen chahie ke ham candlestick ke different patterns ko analyse Karen auron ko samajhne ki koshish karen kyunki jab ham candlestick ke different patterns ko analyse kar lete hain to ham aasani ke sath on per trading bhi kar sakte hain.piercing candlestick pattern aik bahut hi famous pattern hai jis oer ham bahut hi achi aur profit able trading kr sakte hain aur ye hamare liye bahut hi profitable aur useful pattern hota hai.

    Piercing Candlestick Pattern:

    Piercing Candlestick Pattern ak trend "Reversal" pattern ha, jo long bearish trend k bottom per support level k qareeb banta ha. Ye pattern currency pairs aur commodities k price chart man commonly banna wala pattern ha. Is per trader ko ak achi "Buy ki Opportunity" milti ha. Jab bullet train start hota Hai tujhe patron banta hai aur is patron se ham bullish trend mein bahut acchi trading kar sakte hain aur by trades ki opportunity hamen bahut hi aasani ke sath mil jaati Hai is baton ko hamesha port level per analyse karna padta hai kyunki yah pattern support level per banta hai.

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	11
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12488228


    Identification of Piercing Candlestick Pattern:

    Piercing Candlestick Pattern Kiya identification karna bahut hi aasan hai aur ham agar iski identification karna chahte hain to hamen support level isko analyse karna padega yah to kahana se milkar banta Hai iski pahle candle ek bearish candle hoti hai aur s candle ek bullish candle hoti hai auron ki confirmation se yah pattern banta hai.

    1. Is pattern man first candle long real body bearish ki banti ha. Ye candle market price k current trend ki direction man banti ha. Jo sellers k strong pressure ko represent kerti ha.

    2. Is pattern man second candle long real body ki bullish candle banti ha. Second candle ka ""Gap-down"" k sath banna bhot zarori ha aur second candle ka close b first candle ki real body k 50% sa oper hona bhot zarori ha. Second candle buyers ki powerfull entry ko batati ha. Ji sa bullish trend k start hona ka chance berh jata ha.

    Trading with Piercing Candlestick Pattern:

    Market ke price chart per jab hamen piercing candlestick pattern ki confirmation ho jaati Hai to iske bad hi ham market mein koi activity kar sakte hain kyunki pahle hamen market mein vate karna padta hai aur is ki confirmation jab ho jaati Hai to tab hi ham market mein entry le sakte hain aur jab tak hamen confirmation Nahin Hoti tab tak ham entry Nahin le sakte hain ya patron hamari trading ke liye bahut hi useful aur profitable hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (59).jpeg
Views:	3
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12488229

    Piercing Candlestick Pattern k banna k bad next candle k open per ""Buy ki Trade" active kerni chaheye. "Stoploss" ko second candle k low sa nicha place karen aur "Take Profit" ko nearest resistance level per place karen. Is Tarah se ham market se bahut hi acchi aur profitable training kar sakte hain isliye hamen is patton ko jarur analyse karna chahie.

    Importance of piercing candlestick pattern:

    Candlestick pattern mein piercing candlestick pattern ek bahut hi important pattern hota hai aur is patron se ham market mein bahut acchi aur profitable trading kar sakte hain piercing candlestick pattern support level per banta hai aur jab hamen support level se iski confirmation mil jaati Hai to ham bullet train bhi bahut hi aasani ke sath profitable trading kar sakte hain isliye hamen chahie ke ham piercing candlestick pattern ko jarur market mein analyse Kiya Karen aur is patriot liya Karen kyunki yah hamari trading ke liye bahut hi behtar option hai aur agar ham isko acche tarike se analyse dalen to market mein hamen bahut acchi entries mil sakti hain.

اب آن لائن

Working...
X