Improtance ofreal & fake breakout in fore x trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Improtance ofreal & fake breakout in fore x trading
    AOA


    INTRODUCATION

    Friends kia hal hn ap ky main umeed karta hnky ap sub theak hn gy or fore x trading sy acha profit hasil kar rahein hn gy or apny knowledge or ecpetance ko bha imptove kar rahy hn gy ye ak ricky markdt hy es ly es ky bary mein hum zada sy zada knowladge or expetance ko or infarmation ko impetove karty rahein aj ke post ka topic hy realor fake break out hony ka ky ye kese trah bantu hn or bteak kady hotu hn orkb bantu hn Fore x trading mein aksar traders breakout per he trading karyy hn or wo sara din white karyy hn or jb market main boht se traders sirf breakout py trading krte hain aur market main kisi b pair par trading krne k liye wo breakout k intzar main hote hain. market main hamain real breakout b mil jata hai lakin market main hamain ziyada tar fake breakout b dekhne ko milta hai is liye hamain market main trading krte hue real breakout ko analyse krna chahiye. isliye us waqst he hamain trading krni agr ham fake breakout py trade open kr dain gy to hamari trade loss m chali jye gi. isliye hamain fake aur real breakout ko analyse krna boht important hai. Or es ky ellawa agar ap fake breakout per bhe trade karyy hn to phere ap ko trade mein stop loss use karin or jsey he ap tp hit ho ap foran 2 nd trade ky ly bhe ready rahna chahy jesy he candle wapise move karye ap is waqat trade le es trah ap fake break out sy profit hadil lar sktu hn
    CONCEPT OF POST

    Jb koi khas data ya news ka ana hota hy to us market moment fast ho jate hn agar data dollar ky haq mein atta hy toglod market sell position mein moment banate hy oe us trend line ko break out karte jes mein es ke previous moment the or agar data dollar ky nagtive mein ayta hy to gold buy ke direction mein fast moment banata hy or wo jes trend mein move kar raha hota hy us trend line ko bteak kar jata hy thora sa concept mein batata chalon ky fake breakout yahan banta hy ky market ny jo bhe direction le sell ya buy to wo apne direction ko asstain nahe rakh pate or wapise us point per aa jate hy es ko fake break out bhe khaty hn

    DEFINIATION OF BRAKE OUT
    Jb hum tradekarny ka erada karty hn to hum market apny reading pair ko choose karty hn or us analysis karty hn to market main kisi b pair ki price jab kisi resistance ya support area se neche ki taraf ya upar ki taraf break hoti hai to ham usy us level ka breakout kehte hain. Jb market resistance aur support level k breakout pr hamari trade depend krti hai aur market main ziyada trader only breakout pr he trading krte hain market jab b kisi level ko break kr jati hy to us time per market main enter hone ka moqa milta hai aur hamain usi trend main apni trade open krni chahiye. market ka breakout hamare liye boht faida mand hota hai.or jo tradets break out per trading karna sekh gy hn wo bas bteak out pr trade karyu hn or shortly time mein acha profit hasil karty hn

    Click image for larger version

Name:	Breakout-top.png
Views:	1
Size:	221.4 کلوبائٹ
ID:	12488177

    DEFINIATION OF REAL BREAK OUT

    market kisi resistance ya support area ko break krti hai aur usi trend main agy ki taraf barhti rehti hai to tab hamain market ka pata chal jata hai k market main real breakout ho gya hai aur ab ham market main entry ly sakte hain. market main jab b kisi level ka breakout hota hai tab ham uska intzar krte hain agr market reverse nahi hoti hai to wo market ka real breakout hota hai. dosto hamain market main real breakout ki confirmation krna boht zarori hai tabhi ham market main achi trading kr sakte hain. real breakout ki picture neche dekh kr ap smajh sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	66b976872f1f0784b13420ad28c7f2be.png
Views:	1
Size:	26.7 کلوبائٹ
ID:	12488178

    DEFINIATION OF FAKE BREAK OUT

    market main hamain ziyada tar fake breakout dekhne ko milta hai. market main price jab b kisi resistance level ya support level ko break krti hai aur kuch der k bad reverse hona shuru ho jati hai to iska mtlb ye hota h k market main fake breakout hua hai. aur kuch der k bad market wapis ana shuru ho jati hai aur agr ham is time trade lete hain to hamain loss ho skta hai qk market hamari trade k khilaf jana shuru kr deti hai isliye traders ko real aur fake breakout ki confirmation krne k bad he hamain trade leni chahiye sabar k sath white kar k tabhi hamari trading achi ho gi.or ase he trading hone chahey ye ak achy trader ke khobe hote hy


    Click image for larger version

Name:	falsebreaks.png
Views:	19
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12488179

    WHY IMPROTANT FORMATIPN ABOUT FAKE & REAL BREAK OUT
    forex market main real & fake breakout ki confirmation krna boht zarori hai qk jab tk ham real breakout ki confirmation nahi krain gy tab tak ham kabhi b profitable trading nahi kr sakte. market main agr resistance ya support area se price ka breakout hota hai to tradets ko us ka intazar karna chahiye jab tk market main koi ik candle upr ya neche ki taraf close na ho jye tab tk hamain white krna chahiye . agr candle upr ya neche ki taraf close ho jati hai aur next candle pichli candle ko break krti hai to tab hamain market k breakout ki confirmation ho jati hai k market main real breakout hua hai ya fake breakout hua hai. is tareke se ham market main real breakout ki confirmation per trading kr sakte hain or agar ap avhy analysit hn to ap achy traders bhe hn q k jb tak ap acha strong analysis nahe karty to ap ko pata nahe chalta ka break out fake hy ya real hy


    WHY MAKES FAKE BREAK OUT
    Ap ny ak lafz suna ho ga smart money ye sub es ka kamal hota hy ye smart money banany ka tetka hy jo deffernt banks copaney or logon ky pass chala jata hy es ly ye fake break out baney jatu hn market main fake breakout q hota hai. market main hamain fake breakout ziyada tar news k time dekhne ko milta hai. qk news k time market main trend nahi hota hai market fundamentally tour pr kisi b side ja skti hai market ki news k time hamain market main aksar fake breakout mil jate hain. is waja se market main hamare sath dhoka ho jata hai. isliye news k time hamain breakout ka mind mein rkhna chahiye qk news k time hue breakout aksar fake hote hain or ye fake break out aksar hoty hn es ly apny ap ko acha analysit or acha tradet banein or kamyabe hadil karein



    PLEASE AVOID FAKE BREAK OUT IN TRADE
    Hum ko koshish krni chahiye k market main hamain without confirmation k koi b trade open nahi krni chahiye. without confirmation k agr koi trade open krain gy to hamain loss ho sakta hai. isliye hamain chahiye k market main hamesha confirmation k sath trade open krni chahiye tabhi ham loss se bach sakte hain. jab tak resistance ya support level k break k upr ya neche koi candle close na ho jaye aur next candle usko break kr na kr ly tab tak hamain w8 krna chahiye. agr ham sabar se kam nahi ly gy to phr ham market main ghalat entry ly gain. isliye hamain market ki confirmation krna boht improtant hy


    IMPROTANCE OF BREAK OUT IN TRADING

    market main breakout hamare liye boht he important hota hai. qk jab b kisi resistance ya support level se hamain breakout dekhne ko milta hai to us waqt hamain market main good entry lene ka moqa mil jata hai aur ham market se kafi acha profit gain kr sakte hain. isliye hamain breakout ki confirmation krne k bad entry ly leni chahiye agr ham market k breakout ki ache tareke se confirmation kr lete hain to hamain market se kafi acha faida mil sakta hai. isliye breakout boht important aur faida mand hai hamare liye isliye iski confirmation krna b boht zarori hai.




    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X