Lot orr lot ka istamal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot orr lot ka istamal
    Friends wase to ghalban har trader he lot ke bare main janta hay magar kuch new mimbers ko is ke bare main kuch khas malomat nahe hote is liye aj hum lot ke iksam or lot lot ka istamal par guftgu karainge

    LOT IN FOREX
    Lot forex main trading ke importence ko zahir karta hay or forex main three typs ke lots hote hain
    1 MICRO LOT
    micro lot main aik pip 10 cent ka hota hay yani trading main aap ko per pip 10 cent ka fayda yah nukasan hota hay
    2 MINI LOT
    mini lot main aik pip aij doller ka hota hay yani aap ko aik pip par aik usd ka fayda yah loss hota hay
    3 STANDERD LOT
    dosto aab hum jis lot ke bare main bat karainge woh hay standerd lot standerd lot main aik pip 10 usd ka hota hay yani aap ko per pip 10 usd ka liss yah profit hota hay
    MARKET ORDER
    market main mojod rate main kise currncy ke khred o frokht ko market order kahte hain aap ke plate form main jo crunncy rate zahir ho rahe hain un par agar aap trade karte hain to ise market kahte hain
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	14
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12488080

    STOP ORDER
    is main mojod rate se uper yah to bay kya jata hay yah phir mojoda rate se neche sell kya jata hay
    LIMIT ORDER
    is main mojod rate se neche bay kya jata hay or rate se uper sell kya jata hay
    Dosto hamain kabhe bhe lot size ke istamal main be ahtyati nahe baratne chahye hamasha aapne account ke balence ko made nazar rakhte hoe lot ka istamal karna chahye or money mamagmint ke lihaz se trade karne chahye
    Friends lot chart main aik lot ko dikhaya gaya hay jis ko nino lot kaha gaya hay jis ka use aap cent account main he istamal kar sakte hain is liye yah kable zikar nahe hayClick image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	3
Size:	40.5 کلوبائٹ
ID:	12488082
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X